Sitam

Neend Kyun Na Aye
Kyun Ye Tarpaye
Hum Tootay Jayein
Khofnaak yeh saye
Jo raaton per roz hain chaiye
Dard hum pe laey
Kaisay Bhulayein
Woh pal jo aaj bhi rolatay

Royein hum, saara din, saari raat
Kyun pura waqt hai dard itna paas
Tanha rahein hum na karein kabhi baat
Tanha bethay hum sakoon ki hai sirf talaash
Royein hum, saara din, saari raat
Chahtay pyaar, laikin na tikay koi yahan saath
Tootay waday kardein hum ko halaak
Tootay sapnon se hi girti hai laash

Uff kaisa hai yeh sitam
Jeenay ka ab tou scene hai khatam
Jeenay ka ab tou scene hai khatam
Jeenay se ab tou dil mein Jalan
Yeah Uff, Kaisa hai yeh sitam
Marnay ke liye jaagi hai lagan
Raaton ne kiya tanha yeh badan
Galat raasaton per liye humnay kadam

Neend Kyun Na Aye
Kyun Ye Tarpaye
Hum Tootay Jayein
Khofnaak yeh saye
Jo raaton per roz hain chaiye
Dard hum pe laey
Kaisay Bhulayein
Woh pal jo aaj bhi rolatay

Soyein kam, pechlay yeh paanch saal
Jagein har roz hum till saaray chaar
Zindagi per aya hai naya koi aazab
Lootay yeh roz kyun man ka qaraar haan
Soyein kam, pechlay yeh 5 saal
Zindagi ka tou aaj bura haal
Na seh sakon aaj yeh imtehaan
Na marsakon yeh hai qadr ka sawaal

Uff kaisa hai yeh sitam
Jeenay ka ab tou scene hai khatam
Jeenay ka ab tou scene hai khatam
Jeenay se ab tou dil mein Jalan
Yeah Uff, Kaisa hai yeh sitam
Marnay ke liye jaagi hai lagan
Raaton ne kiya tanha yeh badan
Galat raasaton per liye humnay kadam

Neend Kyun Na Aye
Kyun Ye Tarpaye
Hum Tootay Jayein
Khofnaak yeh saye
Jo raaton per roz hain chaiye
Dard hum pe laey
Kaisay Bhulayein
Woh pal jo aaj bhi rolatay



Credits
Writer(s): Taha G
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link