Vichaar
Gully ka chora nhi
Kahaani wohi hai
Pairon mein fatte jutte
Aur raaste naye hain
Gaaon mein palla bada
Yeh seher naya hai
Yahan koi saath nhi
Akele kaein hai
Roz mujhe yaad aaye
Papa ki gaaliyaan
Unhone kaafi mujhe
Jeena sikha diya
Unhone bola beta
Sunn baat dhyaan se
Yeh joh duniya hai na
Isse tu jaan de
Lekin kyun papa
Kyunki
Kafi log aayenge aur kaafi log jaayenge
Yeh chaat te chaat te tera saara gyaan chaat jaayenge
Aur chhod denge tujhe ek gandhe se kichhad mein
Aur bolenge chal chotte pichhe reh
Aisi duniya mein agar
Naam chahiye screen pe
Toh chhod unn gadho ko
Aur dhyaan de tu dream pe
Abhi jaagle kuch raat
Kal sitara ban jaayega
Abhi katle vanwaas
Phir diwali manayega
Isliye
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar, waise yeh vichaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar
Papa maana mere pass kaafi beat nhi
Log chote aur circle mera complete nhi
Lekin joh bhai log mere saath hai na
Unka market mein saala koi compete hai
Toh kya hua agar kuch saanp ban jaate hai
Kya hua agar kuch chura ghop jaate hai
Toh kya hua agar kuch har pal pal satate hain
Pal pal satate hain pal pal satate hain
Bhai hai bhai sab ghar laut aayenge
Choti moti baatein hum sab bhul jaayenge
Saath beith ke do peg lagayenge
Do puff phir hum sab bhul jaayenge
Scene yeh nhi saala scene kuch aur hai
Choti teri soch,choti teri shore hai
Badi badi baatein kaam sab bete dheele hain
Saaf kapde inke aur soch sab mailen hain
Aise scene mein inhen chahiye naam apne screen pe
Gaana gaana hai inhe reality theme pe
Dekho inke sapne kone mein so rhe
Aur baithe ghar mein ro rhe hai
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar, waise yeh vichaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar
Kahaani wohi hai
Pairon mein fatte jutte
Aur raaste naye hain
Gaaon mein palla bada
Yeh seher naya hai
Yahan koi saath nhi
Akele kaein hai
Roz mujhe yaad aaye
Papa ki gaaliyaan
Unhone kaafi mujhe
Jeena sikha diya
Unhone bola beta
Sunn baat dhyaan se
Yeh joh duniya hai na
Isse tu jaan de
Lekin kyun papa
Kyunki
Kafi log aayenge aur kaafi log jaayenge
Yeh chaat te chaat te tera saara gyaan chaat jaayenge
Aur chhod denge tujhe ek gandhe se kichhad mein
Aur bolenge chal chotte pichhe reh
Aisi duniya mein agar
Naam chahiye screen pe
Toh chhod unn gadho ko
Aur dhyaan de tu dream pe
Abhi jaagle kuch raat
Kal sitara ban jaayega
Abhi katle vanwaas
Phir diwali manayega
Isliye
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar, waise yeh vichaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar
Papa maana mere pass kaafi beat nhi
Log chote aur circle mera complete nhi
Lekin joh bhai log mere saath hai na
Unka market mein saala koi compete hai
Toh kya hua agar kuch saanp ban jaate hai
Kya hua agar kuch chura ghop jaate hai
Toh kya hua agar kuch har pal pal satate hain
Pal pal satate hain pal pal satate hain
Bhai hai bhai sab ghar laut aayenge
Choti moti baatein hum sab bhul jaayenge
Saath beith ke do peg lagayenge
Do puff phir hum sab bhul jaayenge
Scene yeh nhi saala scene kuch aur hai
Choti teri soch,choti teri shore hai
Badi badi baatein kaam sab bete dheele hain
Saaf kapde inke aur soch sab mailen hain
Aise scene mein inhen chahiye naam apne screen pe
Gaana gaana hai inhe reality theme pe
Dekho inke sapne kone mein so rhe
Aur baithe ghar mein ro rhe hai
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar, waise yeh vichaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise tere yaar waise tere yaar
Jaisi Teri soch, jaise teri soch
Waise yeh vichaar
Credits
Writer(s): Abinash Nayak
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.