KAISE
Saraa din saari raat
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai Kaise
Jiyun mai kaise
Kaano me teri awaaz
Gunje leke mera naam
Bulati mujhe hai paas
Fir bhi na hai saath mere
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Na tu mujhe milta na milta sukoon
Kitna mai chahta tujhe kaise kahoon
Kehna chaahta kitna kuch par khulke kuch mai keh ni paata
Ghut ti hai saanse meri kaise rahoon
Aankhein jab bhi band hoti sapno me tu
Mere likhe hue panno ke lafzo me tu
Dhadkan meri badh jaati jab bhi tera naam sunta
Likha tera naam dilme syaahi hai khoon
Tere diye zakhm saare tu hi hai dava bhi
Tu kitni hai haavi mujhpe khabar zara bhi
Tere mere charche ab karta zamaana saara
Bani bewafa tu aur mai bana hu sharaabi
Saraa din saari raat
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Kaano me teri awaaz
Gunje leke mera naam
Bulati mujhe hai paas
Fir bhi na hai saath mere
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Bata ke toh jaati tu mera kasoor
Sahi kar sab kuch hum jaate na bhool
Koshish thodi tu karti koshish thodi mai karta
Bacha lete tera mera saath me wajood
Rehte na saath me hum gaye kyun door
Pyaar se is tere mere bada kya guroor
Sitara tera banne ka kia tha jo waada maine
Kisko yeh roshni ab laake mai dun
Katu waqt ya katu nas mai
Kuch ni bacha mere bas me
Jhoothi thi kya saari ksmein
Khai thi jo humne sang me
Hum anjaane kyu ban gaye hai
Badh gaye hai faasle yeh
Dhundhla sa dikhta kyun hum
Milke chale the jis raaste pe
Saraa din saari raat
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai Kaise
Jiyun mai kaise
Kaano me teri awaaz
Gunje leke mera naam
Bulati mujhe hai paas
Fir bhi na hai saath mere
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Na tu mujhe milta na milta sukoon
Kitna mai chahta tujhe kaise kahoon
Kehna chaahta kitna kuch par khulke kuch mai keh ni paata
Ghut ti hai saanse meri kaise rahoon
Aankhein jab bhi band hoti sapno me tu
Mere likhe hue panno ke lafzo me tu
Dhadkan meri badh jaati jab bhi tera naam sunta
Likha tera naam dilme syaahi hai khoon
Tere diye zakhm saare tu hi hai dava bhi
Tu kitni hai haavi mujhpe khabar zara bhi
Tere mere charche ab karta zamaana saara
Bani bewafa tu aur mai bana hu sharaabi
Saraa din saari raat
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Kaano me teri awaaz
Gunje leke mera naam
Bulati mujhe hai paas
Fir bhi na hai saath mere
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Bata ke toh jaati tu mera kasoor
Sahi kar sab kuch hum jaate na bhool
Koshish thodi tu karti koshish thodi mai karta
Bacha lete tera mera saath me wajood
Rehte na saath me hum gaye kyun door
Pyaar se is tere mere bada kya guroor
Sitara tera banne ka kia tha jo waada maine
Kisko yeh roshni ab laake mai dun
Katu waqt ya katu nas mai
Kuch ni bacha mere bas me
Jhoothi thi kya saari ksmein
Khai thi jo humne sang me
Hum anjaane kyu ban gaye hai
Badh gaye hai faasle yeh
Dhundhla sa dikhta kyun hum
Milke chale the jis raaste pe
Saraa din saari raat
Karu tera intezar
Tanha mai baitha
Dekhu teri raah
Jiyun mai kaise
Jiyun mai kaise
Credits
Writer(s): Codename Blaze
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.