Man Aisa Nirmal Bhaya

Man aisa nirmal bhaya
Jaise ganga nir
Man aisa nirmal bhaya
Jaise ganga nir

Pichhe-pichhe hari phire
Kahat, "kabir-kabir"
Re bhai, Kahat, "kabir-kabir"

Man aisa nirmal bhaya
Jaise ganga nir
Pichhe-pichhe hari phire
Kahat, "kabir-kabir"
Re bhai, Kahat, "kabir-kabir"

Kabir mante hain
Ki jab ishwar ki bhakti mein lin hokar
Insaan ka aham
Puri tarah se khatm ho jata hai

To uska man gangajal ki tarah
Pavitra ho jata hai
Aise vyakti ka nam japte huye
Swayam bhagwan uske
Pichhe-pichhe aate hain



Credits
Writer(s): Kabir Das, Samir Ravi Date
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link