Tere Bin

Kaise na tere bin
Laage na mera man
Tujhko hai ye pata
Aise na de saza

Wo saari baatein yaad aaye
Jinme main jiya har pal
Aayega pal fir se kahan
Tujhko hai saari khabar

Mere baare me tu kuch bhi na socha
Keh de tune aisa q kar diya
Khali sa tere bin pal mera
Kuch to hai tere mere darmiyan

Kuch lamho ka sath tha
Toota jaise koi khwaab tha
Un lamhon ko dhoondta
Jab tu mere paas tha

Tu hota mera intezar tera
Aawaj to de mujhko zara
Jab shaam dhhalegi
Teri yaad khhalegi
In aankhon se dhundu tera pata

Wo saari baaten yaad aaye
Jinme main jiya har pal
Aayega pal fir se kahan
Tujhko hai saari khabar



Credits
Writer(s): Piyush Thakur
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link