Humnava Mere (From "Humnava Mere")
Kal raaste mein gham mil gaya tha
Lag ke gale main ro diya
Jo sirf mera, tha sirf mera
Maine usey kyun kho diya?
Haan, woh aankhein jinhein main choomta tha bewajah
Pyaar mere liye kyun unmein baaqi na raha? Ho-ho
Humnava mere, tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Ho, humnava mere, tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Har waqt dil ko jo sataaye
Aisi kami hai tu
Main bhi na jaanoon yeh ke itna
Kyun laazmi hai tu
Neendein jaa ke na lauti, kitni raatein dhal gayi
Itne taare gine ke ungliyaan bhi jal gayi, ho-ho
Humnava mere, tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Ho, humnava mere, tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Tu aakhiri aansoo hai, oh, yaara
Hai aakhiri tu gham
Dil ab kahaan hai, jo dobara
De-dein kisi ko hum
Apni shaamon mein hissa phir kisi ko na diya
Ishq tere bina bhi maine tujh se hi kiya, ho-ho
Humnava mere, tu hai toh meri saansein chale
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Ho, faasle na de ke main hoon aasre tere
Bata de kaise main jiyoonga tere bina?
Aazma raha mujhe kyun
Aa bhi jaa kahin se ab tu
Kaise main jiyoonga tere bina?
Seene mein jo dhadkanein hain
Tere naam pe chale hain

Credits
Writer(s): Manoj Muntashir Shukla, Rocky, Shiv
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Humnava Mere (From "Humnava Mere")
- Tujhe Kitna Chahein Aur (Film Version) [From "Kabir Singh"]
- Tum Hi Aana (From "Marjaavaan")
- Lo Safar (From "Baaghi 2")
- Akh Lad Jaave (From "Loveyatri - A Journey of Love")
- Bawara Mann (From "Jolly Ll.B 2")
- Kaabil Hoon (From "Kaabil")
- Gazab Ka Hai Din (From "Dil Juunglee")
- Kinna Sona (From "Marjaavaan")
- Chitthi (From "Chitthi")
Altri album
- Terian Duaawan (From movie “Karmi Aapo Apni”)
- Rabb Warga (LoFi Edit) - Single
- Enna Sona - Single
- Aradhya (LoFi Flip) - Single
- Aradhya (Trap Mix) - Single
- Haule Haule (R&B Swing Mix) - Single
- Rabb Warga (LoFi Flip) - Single
- Maa (From "Aho Vikramaarka") (Hindi) - Single
- Ami Tomake Bhalobasi (From "Kidnap") - Single
- Ki Kore Bhule Thakbo Toke (From "Tumi Ashbe Bole") - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.