Tumse Mil Ke
Baarishon ki boonde
Saavan ki ye ghata
Lage jaise ho roothe
Ye bhi tere bina
Tu saath ho to
Badla lage sama
Darta hoon par main
Kaise tujhe doon bata
Ki tu
Aaye to
Palko se aankhen jo chhupaye to
Dheeme se aise muskuraye to
Poore ho saare armaan dil ke
Jannatein,
Paa li ho jaise maine jannatein
Poori ho jaise saari mannatein
Lagta hai aesa tumse mil ke
Saath ho tu mere
Yahi meri dua
Mujhe bhi na khabar hai
Mujhko ye kya hua
Tere bina ek pal bhi
Lage ke jaise zamana
Socha hai maine ki ab to
Mujhe hai tujhko batana
Ki tu
Aaye to
Palko se aankhen jo chhupaye to
Dheeme se aise muskuraye to
Poore ho saare armaan dil ke
Jannatein
Paa li ho jaise maine jannatein
Poori ho jaise saari mannatein
Lagta hai aesa tumse mil ke
Saavan ki ye ghata
Lage jaise ho roothe
Ye bhi tere bina
Tu saath ho to
Badla lage sama
Darta hoon par main
Kaise tujhe doon bata
Ki tu
Aaye to
Palko se aankhen jo chhupaye to
Dheeme se aise muskuraye to
Poore ho saare armaan dil ke
Jannatein,
Paa li ho jaise maine jannatein
Poori ho jaise saari mannatein
Lagta hai aesa tumse mil ke
Saath ho tu mere
Yahi meri dua
Mujhe bhi na khabar hai
Mujhko ye kya hua
Tere bina ek pal bhi
Lage ke jaise zamana
Socha hai maine ki ab to
Mujhe hai tujhko batana
Ki tu
Aaye to
Palko se aankhen jo chhupaye to
Dheeme se aise muskuraye to
Poore ho saare armaan dil ke
Jannatein
Paa li ho jaise maine jannatein
Poori ho jaise saari mannatein
Lagta hai aesa tumse mil ke
Credits
Writer(s): Alan Panasky, Bliv Beats, Atharva Dubey
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.