Tu Hai Kahan
Naya safar hai
Nayi manzilen hain
Raasta ye bekhauf sa
Main laapata hoon
Kahin khada hoon
Ab chal pada hoon bebaak sa
Saansein tham gayi hain
Aankhein gum kahin hain
Sang mere chalta aasmaan
Kitne faasle hain
Tanha raaste hain
Manzilon aur mere darmiyaan
Ek aisa jahan ho
Nafraten hi na ho
Khaab dekhna na ho gunaah
Ek aisi zameen ho
Khushiyan khili hon
Aaftaab hi ho har jagah
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Is bheed mien tu kyun tanha khada hai
Koi sang tere na khada
Tu gumshuda hai
Kyun ye sochta hai
Ke kya galat aur kya sahi yahan
Teri hasi hai
Teri hi khushi hai
Dusron se kyun tu mangta
Ek aisa jahan ho
Nafraten hi na ho
Khaab dekhna na ho gunah
Ek aisi zameen hon
Khushiyan khili hon
Aaftaab hi ho har jagah
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu har jagah
Oh khuda
Tu har jagah
Nayi manzilen hain
Raasta ye bekhauf sa
Main laapata hoon
Kahin khada hoon
Ab chal pada hoon bebaak sa
Saansein tham gayi hain
Aankhein gum kahin hain
Sang mere chalta aasmaan
Kitne faasle hain
Tanha raaste hain
Manzilon aur mere darmiyaan
Ek aisa jahan ho
Nafraten hi na ho
Khaab dekhna na ho gunaah
Ek aisi zameen ho
Khushiyan khili hon
Aaftaab hi ho har jagah
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Is bheed mien tu kyun tanha khada hai
Koi sang tere na khada
Tu gumshuda hai
Kyun ye sochta hai
Ke kya galat aur kya sahi yahan
Teri hasi hai
Teri hi khushi hai
Dusron se kyun tu mangta
Ek aisa jahan ho
Nafraten hi na ho
Khaab dekhna na ho gunah
Ek aisi zameen hon
Khushiyan khili hon
Aaftaab hi ho har jagah
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu hai kahan
Oh khuda
Tu har jagah
Oh khuda
Tu har jagah
Credits
Writer(s): Ishaan Kaushik
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.