Daya Dharam Ka Mool

Daya dharm ka mool hai
Paap mool santap
Daya dharm ka mool hai
Paap mool santap

Jahan kshama tah dharm hai
Jahan daya tah aap
Kabira, jahan daya tah aap

Daya dharm ka mool hai
Paap mool santap
Jahan kshama tah dharm hai
Jahan daya tah aap
Kabira, jahan daya tah aap

Kabir kahte hain
Ki dharm ki jad sirf dharm hai
Aur dukh ki jad sirf paap
Jahan kshama hai

Dharm vahan hamesh rahega
Aur jahan daya hai
Vahan sakshat paramatma ka
Vaas hota hai



Credits
Writer(s): Kabir Das, Samir Ravi Date
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link