Nark Main Swagat
Dheere dheere badhey kadmon ki aahat
Dheere dheere dum todey teri raahat
Aaya karne hisaab tera mai maut hun rakhun teri rooh ki mai chaahat
Aaya karne jama mai teri aatma
Aaya banke mai aaj tera khatma
Baj rahi saari nark ki ghantiyan,
Teri sazayein aaj dekhein tera raasta
Lagta hai kyu tu khauf zada
Teri aankhon mei kyu basta hai khauf bata
Tujhko toh tha ghamand tere karmon pe phir tujhey kyu darati maut bhala?
Mujhey dekh ke tu kyu hairaan sa.
Tujhme bhi toh basta shaitaan tha.
Karta tha tu jo daawe khudayi ke, karm tere bolte they ke tu haivaan tha.
Tu tha laalchi, daulat ka aashiq
Bhookha taaqat ka, taaqat ka aabid
Bane baitha thha neta tu dharm ka, sachcha tha Ya Tu tha sachha munafiq!
Teri wajah se dujey they pistey!
Sabko darata tha tu aaj bata kissey!
Tha tu itna jo sachcha tu bata tujhey lene kyu na aaye teri rooh ko farishtey!
Kyu mai aaya banke tera kaal.
Teri rooh ko le jaane kyu aaya dajjal
Saare swarg ke sapnon par dala kyu tezaab khud se kar ye sawaal
Tera nark main swagat hai
Tera nark main swagat hai
Koi pal nahi sukoon ke, yahan har dum barasti aafat hai
Aaj dil pe tere andhera raaj karega
Naam na tu aaj bhagwan ka lega
Har subah nayi chamdi chadhegi
tera jism har raat jalega!
Bata aaj kya zaat thi teri
Duniya mei kya auqaat thi teri
Tha tu kaunse dharm se bol!
Kaunse khuda se hoti baat thi teri!
Dun mai aaj tujhe saza qur'an se?
Ya du saza tujhe garud puraan se
Bata kaun sa tha dharm jiska darr bechta tha tu apni dukan pe!
Aaja karun tera nark main swagat
Har pal tujhpe barse ab laalat
Milega na yahan tujhe saga koi tera
Koi na karega yahan teri hifaazat

Credits
Writer(s): Amaan Khan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.