I Can't Breathe
I can't breathe gale pe chaaku hai
Gale pe laat jo gala bekabu hai
Kisko ye noche ye kaisa ye shabdkosh
Kisko ye khaaye ye kaisa ye jaadoo hai
Harqat hai nazuk karte hain baatein
Baaton ko bana dete hai nai trend ye
Karte gulaami khud ke nashe mein
Pagal si harqat hai budhhi bhi band
I can't breathe
Soche na kuch bhi ye bolte jumle bas
Raavan sa bole hai chehre bhi inke das
Roke na koi sab to hai khud mein nasht
Karta mai rap jab log bole fire hai
Karunga wrap jalti teri kyun fire hai
Swiftly relevant meri desire hai
Dhaakad mai itna naam mr nair hai
Bayaan mai krun ya phir seedhe maut doon
Chaud se bolun shabd 47 hai
Naam mera badshah phir bhi ilzaam ye
Mithun Da bana ye kaisi saazish hai
Paapi hai gaddi pe gaddi hi jaali
Masumon ko yahan insaaf nahi hai
Racism peak pe YouTube pe gaali
Kamra bhi bole insaaf chahiye
Astaghfirullah mai bana jo stan
Kaafi raat jaaga mai aaya na chain
Halak tak ab mere aaya hai khoon ye
Bolun mai kaise I'm drowning in rain
Dooba mai jaatiwaad ke ghere mein
Gehra hai kitna samandar bhala
Misogynist bane baithe ye log
Patriarchy inhe samajh aaye kahan
I Can't Breathe
I Can't Breathe
I can't breathe
Kaisa hai sama ye
Jaane ye hawa mein kaisi milawat hai
Kaise jee rahe hai log in sadko pe
Dua mein ab ye bas karte tilawat hai
Kaise ye aatmnirbhar banenge
Kaise ye apne jaayenge ghar
Kaise ye ab paise kamayenge
Kaise ye apna chalayenge ghar
Kaise na likhun mai aaj in logon pe
Kaise ye patri pe gaye guzar
Kaise hai gayab hasi inke hothon se
Kaise inn aankho mein aaya hai darr
Kaise inhone ye seher banaya
Aaj inke paas sone ko chhath bhi nahi hai
Mehnat se jisne hai khana khilaya
Aaj unke paas khaane ko phal bhi nahi hai
Bolne ko bol doon mai baatein hazaar
Aaj jaane kyun koi sunne waala nahi hai
Likhte waqt ankhon mein aansu ki dhaar
Aaj jaane doon baaki ye chaara nahi hai
Sun kar bhi ab wo karenge kya
Ye sab unpe abhi beeti nahi
Shabd mere aaj hain sacchai
Kewal meri aapbeeti nahi hai
Shaz!
Gale pe laat jo gala bekabu hai
Kisko ye noche ye kaisa ye shabdkosh
Kisko ye khaaye ye kaisa ye jaadoo hai
Harqat hai nazuk karte hain baatein
Baaton ko bana dete hai nai trend ye
Karte gulaami khud ke nashe mein
Pagal si harqat hai budhhi bhi band
I can't breathe
Soche na kuch bhi ye bolte jumle bas
Raavan sa bole hai chehre bhi inke das
Roke na koi sab to hai khud mein nasht
Karta mai rap jab log bole fire hai
Karunga wrap jalti teri kyun fire hai
Swiftly relevant meri desire hai
Dhaakad mai itna naam mr nair hai
Bayaan mai krun ya phir seedhe maut doon
Chaud se bolun shabd 47 hai
Naam mera badshah phir bhi ilzaam ye
Mithun Da bana ye kaisi saazish hai
Paapi hai gaddi pe gaddi hi jaali
Masumon ko yahan insaaf nahi hai
Racism peak pe YouTube pe gaali
Kamra bhi bole insaaf chahiye
Astaghfirullah mai bana jo stan
Kaafi raat jaaga mai aaya na chain
Halak tak ab mere aaya hai khoon ye
Bolun mai kaise I'm drowning in rain
Dooba mai jaatiwaad ke ghere mein
Gehra hai kitna samandar bhala
Misogynist bane baithe ye log
Patriarchy inhe samajh aaye kahan
I Can't Breathe
I Can't Breathe
I can't breathe
Kaisa hai sama ye
Jaane ye hawa mein kaisi milawat hai
Kaise jee rahe hai log in sadko pe
Dua mein ab ye bas karte tilawat hai
Kaise ye aatmnirbhar banenge
Kaise ye apne jaayenge ghar
Kaise ye ab paise kamayenge
Kaise ye apna chalayenge ghar
Kaise na likhun mai aaj in logon pe
Kaise ye patri pe gaye guzar
Kaise hai gayab hasi inke hothon se
Kaise inn aankho mein aaya hai darr
Kaise inhone ye seher banaya
Aaj inke paas sone ko chhath bhi nahi hai
Mehnat se jisne hai khana khilaya
Aaj unke paas khaane ko phal bhi nahi hai
Bolne ko bol doon mai baatein hazaar
Aaj jaane kyun koi sunne waala nahi hai
Likhte waqt ankhon mein aansu ki dhaar
Aaj jaane doon baaki ye chaara nahi hai
Sun kar bhi ab wo karenge kya
Ye sab unpe abhi beeti nahi
Shabd mere aaj hain sacchai
Kewal meri aapbeeti nahi hai
Shaz!
Credits
Writer(s): Shahroz Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.