Ab Meri Baari Hai

Bin maange dia sab kuch
Ab meri baari hai
Mera rab mere khuda tum
Meri duniya saari hai

Bin maange dia sab kuch
Ab meri baari hai
Mera rab mere khuda tum
Meri duniya saari hai

Ungli pakad ke tha
Chalna sikhaya
Ehsaan hai itni par
Ek naa jataya
Sir par rakh ke hath
Bas hausla badaya
Us hausle ko ab na girana hai
Mujhe bas aapko
Proud feel karwana hai

Aaj mai kehta hu
Bada naam karunga
Proud ho jisse aap ko
Aisa kaam karunga

Sikhayi aapki baatei
Aaj bahot yaad aati hai
Zindagi ka matlab
Sirf vahi sikhati hai
Kalyug ka daur hai
Jeena nahi kaafi hai
Bin maksad zindagi
Sirf laash hie to hai

Ungli pakadne ki
Meri ab baari hai
Khushio ki unpar karni
Maine ik baarish hai
Chota sa khwaab hai
Pura kar jaana hai
Maine bas aapko
Proud feel karvana hai

Aaj mai kehta hu
Bada naam karunga
Proud ho jisse aap ko
Aisa kaam karunga

Aaj mai kehta hu
Bada naam karunga
Proud ho jisse aap ko
Aisa kaam karunga

Bin maange dia sab kuch
Ab meri baari hai
Mera rab mere khuda tum
Meri duniya saari hai



Credits
Writer(s): Gaurav Wadhwa
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link