Maaya Maha Thagini

Aaaa
Maaya maaya sab kahe
Maaya maaya
Maaya maaya sab kahe
Maaya lakhe na koie
Jo man se na utare
Maaya kahiye soie

Maaya mahaa thagini
Maaya mahaa thagini
Hum ho jaani
Triguni phaans liye kar dole
Triguni phaans liye kar dole
Bole madhuri baani
Maaya mahaa thagini

Keshav ke ghar kamla hein baithi
Keshav ke ghar kamla hein baithi
Shiv ke bhavan bhawaani
Shiv ke bhavan bhawaani
Keshav ke ghar kamla hein baithi
Shiv ke bhavan bhawaani
Shiv ke bhavan bhawaani
Pandiya ke ghar murat hoye baithi
Tirath hun mein paani
Maaya mahaa thagini

Yogi ke yogini hoie baithi
Rajaa ke ghar raani
Rajaa ke ghar raani
Yogi ke yogini hoie baithi
Raja ke ghar raani
Raja ke ghar raani
Kaahu ke heera hoie baithi
Kaahu ke kaudi kaani
Maaya mahaa thagini
Hum ho jaani

Bhakta ke bhaktini hoie baithi
Brahmma ke brahmmaani
Brahmma ke brahmmaani
Bhakta ke bhaktini hoie baithi
Brahmma ke brahmmaani
Kahahin kabir suno bhaai santo
Ee sab akath kahaani

Maaya mahaa thagini
Hum ho jaani
Triguni phaans liye kar dole
Triguni phaans liye kar dole
Bole madhuri baani
Maaya mahaa thagini
Maaya mahaa thagini
Maaya mahaa thagini
Hum ho jaani



Credits
Writer(s): Saint Kabir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link