Keval Satya Vichara

Keval satya vichara
Jinka sada aahara
Keval satya vichara
Jinka sada aahara

Kahe kabir suno, bhai sadho
Tare sahit pariwar
Re bhai, tare sahit pariwar

Keval satya vichara
Jinka sada aahara
Kahe kabir suno, bhai sadho
Tare sahit pariwar
Re bhai, tare sahit pariwar

Kabir kahte hain
Ki sansar roopi sagar mein
Aadmi ko jeevan ka khel
Poori aazadi se khelane ka haq hai

Jeevan kisi ki bandishion mein
Nahi jeena chahiye
Taaki marte vaqt
Man mein koi bojh na ho

Kyun ki us vaqt mrutushaiyan pr
Vyakti ka parthiv sharir
Laachar ho jata hai
Phir wah kuchh nahin kr sakta



Credits
Writer(s): Kabir Das, Samir Ravi Date
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link