Adhuri

Woh chehra tera
Aankhon se main hata na saka
Zinda reh loonga main
Reh loonga main tere bina
Par tujhe chahna
Ye teri chaal hai
Muskurahat teri
Kyun mujhe yaad hai
Haan yaad hai
Adhuri reh gayi
Teri meri ye dastaan
Aankhon ko teri
Maine bhula kyun tha diya

Jab bhi teri yaad aa jaati hai
Nazron mein hoti hai tu
Haathon ko meri haathon se apni
Tham ke hansti hai tu
Yaadon ko teri yaadon se apni
Kyun main mita na saka
Sapne banayi thi duniya sajayi thi
Par tujhko pa na saka
Haan...
Haan tu jo nahi
Soona hai ye saara jahaan
Aadat ho gayi
Teri mujhe kyun ye bata

Par tujhe chahna
Ye teri chaal hai
Muskurahat teri
Kyun mujhe yaad hai
Haan yaad hai
Adhuri reh gayi
Teri meri ye dastaan
Aankhon ko teri
Maine bhula kyun tha diya



Credits
Writer(s): Ronit Ghosh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link