Vo Din
Bhulaye na bhoolte vo din
Bas yaaro ka tha saath
School khatam hone ka rehta tha intezaar
Gaane likhne ka junoon tha
Ghar se milta tha pyaar
Jis din lagti na gedi
Vo din lagta tha bekaar
Jo main likhta lagta kharaab
Par toot ta na hausla
Bas phone pe ek call
Aur bhai deta salaah
Kisi ki na parvaah
Vakt lagta tha aasaan
Tab aur aaj mein farak
Jaise zameen aasmaan
Subah jaate the peene chai
Din basketball mein beet jaaye
Sab padhein boards ke liye
Hum gaadiya chalayein
Shaant sadko pe sardi mein milta sukoon
Main tha apno ke paas
Baaki sab se door
Ek ladki ko de baitha dil
Zindagi gayi khil
Roz chipkar milna
Chaahe jitni mushkil
Naye pyaar ka ehsaas
Mujhe aaj bhi hai yaad
Samay ki karwat aisi
Ab rehna chaahu akela
14 varsh ka vash mein jag tha lagta vakt asaan
15 varsh ka vash mein jag tha lagta vakt asaan
16 varsh ka vash mein jag tha lagta vakt asaan
17 varsh ka vash mein jag tha lagta vakt asaan
Ab sab kharaab
Apni galtiyo se badla zindagi ka rukh
Khushiyo ke pal yaad karu toh hota hai dukh
Mera kahi na lage mann
Sabse ann bann
Maine kyu liya janam
Jab zindagi mein bas gum
Jo paise se tole yaari aata unpe taras
Yaari ke nashe ke saamne na kuch bhi charas
Mera saara paisa lelo bas lota do vo pal
Beeta kal
Jaise jal
Ruke na jaaye nikal
Roz ghoomne jaana
Sasta khaana
Hoti raat par ghar na jaana
Mujhe chidaana
Phone jab aana
Vo thi raani main deewana
Haan tu heer aur main hu raanjha
Tu sharmaaye main bhi sharmaata
Desi pyaar par aaj ke baad
Jab yaaro saath
Tab na sataana
Nayi zimmedaariya sir pe
Thak gaya hu likhte likhte
Museebatein maine moli
Upar se saathi bichde
Abhi bhi aate phone
"VDM hai kahan tu?"
Main bolu "shouhrat paane ke
Iss jaal mein fasa hu"

Credits
Writer(s): Viraat Mudgil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.