Umeed
Ghulti kyun kinaron mein
Lehron ki bechainiyaan
Kyun hawaa se milta hai
Har leher ka karwaan
Kyun parinde dhundte
Hain basera shaakh ka
Kyun ho har safar ki
Ek jaani si manzil
Kyun ho har Seher ki
Umeedein humein haasil
Jhilmilaata
Koi lamha
Paniyon ke
Aayinon me
Tu muqaddar
Mein hoon raahi
Mein toh insaan
Tu ilaahi
Tu samandar
Tu hi saahil
Tu hi khwaish
Tu hi haasil
Kyun ho har safar ki
Ek jaani si manzil
Kyun ho har seher ki
Umeedein humein haasil
Lehron ki bechainiyaan
Kyun hawaa se milta hai
Har leher ka karwaan
Kyun parinde dhundte
Hain basera shaakh ka
Kyun ho har safar ki
Ek jaani si manzil
Kyun ho har Seher ki
Umeedein humein haasil
Jhilmilaata
Koi lamha
Paniyon ke
Aayinon me
Tu muqaddar
Mein hoon raahi
Mein toh insaan
Tu ilaahi
Tu samandar
Tu hi saahil
Tu hi khwaish
Tu hi haasil
Kyun ho har safar ki
Ek jaani si manzil
Kyun ho har seher ki
Umeedein humein haasil
Credits
Writer(s): Apoorva Mudgal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.