Muskuraya Bhi Nahi

Raasto mein dhundta hua
Manzilo mein hai teri dua
Khaamkha jiske liye main likhu
Hai yahi uske liye raza

Khudse kahi main ho raha hu khafa
Paaya sab kuchh tu nahi kyu mila

Khudse kahi me ho raha hu khafa
Paaya sab kuchh tu nahi kyu mila

Mein mohabbat unse karna chaahta hu
Jinka chehra mujhe dekh kar muskuraya hi nahi

Mein mohabbat unse karna chaahta hu
Jinka chehra mujhe dekh kar muskuraya hi nahi

Pyaar to mein bhi karti thi
Par tumne kabhi bataaya hi nahi

Jiss raaste par ruki thi
Uss raaste par kabhi tu aaya hi nahi

Pagalo ki tarha tu mujhko dhund raha tha
Tu aayega mujhko ye bataya hi nahi

Pyaar to mein bhi karti thi tumse
Galti meri thi ki mene kabhi tumhe bataaya hi nahi

Pyaar karta tha tujhko lekin
Kehne se darta tha tu chhod na dee, tu chhod na de

Dil hai ye naazuk sa tu na karke ye dil
Tod na de, tod na de...



Credits
Writer(s): Gurpreet Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link