Apni Kasam
Agar jo aakhir me milta hai
Usse hi maksad kehte hain
Toh jeevan ka maksad marna hai
Yaani har manushya apne maksad ko paakar hi rehta hai
Isliye aaj kuch aisa kar
Jisse bhavishya badle
Aur itihaas ke panne tujhe yaad rakhe
Maidaan chodke bhaagne lagu toh mere paer kat jaaye
Mere shehr me koi chain se na saer kar paaye
Note se badhkar insaan kabhi paise ke liye karne lagu kaam
Toh hum khaake zeher marr jaayein
Itna sab hua fir bhi khushhaal mukh
Kyunki dukhi vo hota hai jisne dekha kabhi sukh
Mere yaar mujhe band sadak samajhte
Kyunki kabhi bhi saamne aa jaaun toh badal lete rukh
Nishaane itne saare kam padh jaate hain hatyaar
Bas jhukna tabhi agar koi muh pe kare vaar
Aaj views hain hazaar ek din hone mill me hain
Mandir me chappal kyu utarein mael toh dil me hai
Haan chalo maana tum saare ho sitaare
Main sooraj mere aate hi gayab ho jaane
Tootne ke liye bante hain vaade
Khud paet bhar khaate bhooke ko ek bhi rupyaa na dein
Ek college ke chaatro ke liye sadko pe naarebaazi
Kisaan roz leta jaan par tab rehti sadkein khaali
Sochne ki baat hai ke jin noto ke liye hori hinsa
Unhi noto pe bana Gandhi
If you hang around me teri le lunga jaan
Toh keh sakte ho mujhe faansi ka fanda
Jo haar ni maanta aur HAAR ko ulta hai padhta
Dono ko mil jaati hai RAAH
Duniya me 700 crore log kyu lage akela
Saare kaam mayaawi asliyat me har koi vela
Khuda se anjaan par shaitaan se vaakhif
Agar Bhagwaan ke bachche hain saare toh shayad main sautela
Doshi saamne tha fir bhi hum dhoondte rahe
Geeta ko na haath laga haatho pe khoon tere
Jo hota sahi, insaan iss hi laayak hai
Paapi jaake maasoom ki karta shikayat hai
Saare log murge duniya kasai, agar lage jhoot
Yaani teri baari nahi aayi
Maru ya jeeyu aage kuan peeche khaayi
Saath rehte bas parchayi par andhere me vo bhi gayi
Ghajini vaala Aamir? Banna vahi hai
Zindagi me yaad rakhne layak kuch nahi hai
Bachpan se ye haal hai ke maut ki kagar pe bhi khade hoke kehna
"Sab sahi hai!"
Bade se bada zurm agar ameer insaan kare
Toh uski saza maaf ho jaati hai
Apne hi roz aankho me dhool jhonkte shayad issi liye rota hu
Aankhein saaf ho jaati hain
Jo top pe hain vo chaudhte hain
Unhe upar se lagta sab badiya hai
Par upar hone se koi banta ni behtar
South Korea ke upar North Korea hai
Gaane ni aate toh baate banate
Samay sahi kharaab sabke iraade
Aajkal log hain "1 multiplied by"
Kyunki aage jo bhi uske jaise ban jaate
Apni Kasam, ke chaahe ghaao kitna bhi ho gehra
Kissi doosre se na maangu malham
Meri rag rag me sach bach na koi sake
ab rab ki kasam dum sab ka karu khatam
Apni Kasam ye rasam main karunga khatam
Ki apne sapne karke bhasam ek hi kaam me todo dum
Hum samajhte nahi ki samay kam, pralay janm ka maksad
Hai na bas roti vastra
Apni Kasam
Ke na ruku jab tak toot ta dum
Apni Kasam
Ke na biku chaahe jitni badi rakam
Apni Kasam
Bhavishya ka na darr, beeti ka na gum
Apni Kasam
Peeche kuch bhi ho aage rakhu kadam
Sab kahe sapne dekh ab main uthta hi nahi hu
Sab dete awaaz ab main mudhta hi nahi hu
Sab dete salaah ab main sunta hi nahi hu
Sab kehte badal ja main aisa hi sahi hu
Na kholta kitaab main kholta sharab aur main aisa hi sahi hu
Main banda kharab ni hota hai pyaar aur main aisa hi sahi hu
Meri gandi zubaan, meri buri pehchaan aur main aisa hi sahi hu
Haan main aisa hi sahi hu, aisa hi sahi hu, aisa hi
Kisiko ni dikhti hai meri chot
Par dikhte hain sabhi ko mereme khot
Bande chugalkor, fir kabhi doobne lage toh umeed karein
VDM leke aayega boat
Dil me jo vohi maine gaaya sab bolte the chod de shouhrat ki maaya
Ab sab poochein, "Kitna paisa kamaya?"
Paise nahi, maine apna maksad paaya
Duniya kiraaye ki dena hoga bhaada
Tu mujhse hi seekha mujhe kyu sikhara
Mera dimaag antariksh har soch ek taara
Rab ke pass ghar isiliye main banjaara
"Chadhoge kab bhai zara humko batayein"
Gaaane daaru thodi jo ek toh me chadh jaayein
Salaaho ka bumper offer chalra kya?
Jo ek ke saath aur 4 free me aayein
Sehne ki shakti khuda ki den hai
Speedbreaker saare isiliye main aeroplane me
Studio vaale kehte VDM insane hai
Abhinav Bindra main gale me sone ki chain hai
Insaan chaahke bhi khudko badal ni paata
Phool kaante sabme par kaanta ni murjhata
Kitna bhi bhooka ho sher par vo ghaas ni khaata
Kalyug kamaal ka khooni kehta khudko jeevandaata
Dekhu main chaaro or nakli log sab kuch dhong
Badal lete khudko jisse ban jaayein dost
Raaton me chalee gaadi aur dimaag fir sochu ki
Doosro ko paane ke liye kitne kho chuke khud ko
Andar ki aag chip gayi kyunki bahar hain jwaala
Maarne se chitta dil hojata hai kaala
Dharam ke naam pe lade jaara jag saara
Khuda ke naam pe hatya ne Khuda ka naam bigaada

Credits
Writer(s): Viraat Mudgil
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.