Beete Lamhe
Inn raahon ka mukaam chhode umr ho chuki hai
Ab naa deejiye yun salaah firse ruswa hone ki
Mili hai khoob shauhrat diljalon ki mehefilon me
Hai iltejah uss nigaah se naa dekhe ab koi
Kabhi to mil saaki maikhaane ki machaan pe
Zikr karenge uska iss neele aasmaan se
Poochenge isse kya ye bhi hai khafaa unki tarah
Jo dekh raha hai barbaadi meri itmenaan se
Beete lamho ko du dosh yaa karu shukriya unka
Tera milna khush naseebi ya sabab mere bikharne ka
Na hain ab vo raatein na hain vo subah
Hain zahen mein kuchh baatein chal rahi saansein bewajah
Sailaab uthega ab jab lagenge zakhm dil pe
Paunchh loge aansu lahoo ke na mitenge daag dil ke
Husn ko wafaa di hai tumne ishq ko ho gaya hai bair
Na samjhe waqt ki naseehat ab to barpega qehar

Tera milna khush naseebi ya sabab mere bikharne kaa

Credits
Writer(s): Ezra Helios
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.