Ye Dooriyan

Khulega khulega aane de waqt
Mera darwaaza bhi khulega
Sunega sunega beta bhi tera wo
Mere he gaano ko sunega
Maine bhi socha na samjha na
Pareshaaniya bhi di meri maa ko thi
Ab wo kal ki baat
Ab tu ab ki jaan

Khudse thoda pareshan
Nashe chala rahe mujhe tu jaan
Meri ye dunia mein kadmo ko daal
Zubaan se dekh ke aankhon se jaan
Kabhi mai kabhi kabhi bolu
Papa tu mujhko sambhaal
Meri chodh maa ke tu dekh zara haal
Lagta aakhri har agla saal
Ab jab sab laga tha hone toh palti thi
Kismat ki chaal zang mein thi kismat ki dhaal
Bure hai bure pade mere haal
Aane de aane de jisko bhi aana hai
Jaanede jisko bhi jaana hai
Dekha maine bhi ye karmo ke karam anjaan
Lage zindagani ye jail
Khada leke boliyo ka dher
Sada lage bada hona na tha
Wo bachpan ka sadha sa jeevan
Tha raaja mai sher
Lade mare pade khade par
Bure vichar mein do dum le dekhle saath mein
Gham ke nashe ka swaad le
Aur saath saath mera din tha raat mere raat saath
Mann baat baat kare sabke pas kuch
Khas khas kyu na khudpe naaz fir
Ye dooriya majbooriya wo bhi tere saath nahi sunlia
Par meri sun tu khud jia

Ye dooriyan
Majbooriya
Ye dooriya
Majbooriya

Khulega khulega aane de waqt
Mera darwaaza bhi khulega
Sunega sunega beta bhi tera wo

Wohi gaadi wohi daal
Wohi dhaaba wohi shaam
Baap zara tu dekh mere haal paisa hai aaj par gaano se pyaar
Gaano se pyaar samay ka bawal
Aayega mera bhi aayega tujhse he seekha ye sabar jitaayega
Tujhse he seekhi shraddha roop tu sai ka
Roop tu sai ka
Tere he jaise ye log anek nahi
Par mai bhi banuga ye jaan lagta hai
Kabhi kabhi mai bhagwaan
Mai bhagwaan
Naam mein chupa bhi mere wo naam
Karuga kabhi na kisko badnaam
Khair chuka ho ab pareshan
Kyu khamakhaam
Pareshani doori majboori sab khooni
Sab khooni

Ye doooriya
Majbooriya
Ye dooriya
Majbooriya



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link