Kashtiyaan

Shaam ko, jo sooraj dhal raha hain
Usko dekh lo, kya kehna chah raha hain
Mujhse ek baar, baat jo tum karna chaho
Soch lo, ki yeh kya ho raha hain

Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi
Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi

Yun na ho, ki hum tum kare baatein
Jaise ek saath, do panchhi gungunaate
Aur phir ek din, chup jo hum ho jayenge toh
Tu bata, chup rehne mein kya gunah hain

Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi
Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi

Aansuon ke samandar mein kyu hum nikal gaye
Machalti hui leheron ki tarah jaane badal gaye
Toote hue jahaaj ki tarah doob hi gaye

Raat ko, aansu bhari aankhe lekar
Lafzon ko, hoton se chura jaye
Tab mein keh saka, jo nahi ab keh raha hoon
Rutho na, tujhpar chanda bhi toh jachh raha hain

Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi
Yeh kashtiyaan hain jinki humko aadat hi nahi
Nikli thi kinaare se par doob hi gayi



Credits
Writer(s): Mihir Joshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link