Naya Sudarshan Do

Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do
Wo suraj ast hua, Tum suraj nootan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do

Jin shashan ke Gumbad, hilte hai nazar aate
Jan manas udhar baha, hai swarth jidhar jate
Gurudev se drishya firse, Sacha alamban do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do

Wo gam kha lete the, or vish pi lete the
Or waqt pe hothon ko, Jabran si lete the
Dharti putroi unsa, koi or udharan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do

Ham hi nhi kul dharti, unko hai taras rahi
Lankho ankhein ab bhi, bin unke baras rahi
Kehte sab jeevan do, sanso ki dhadkan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do

Bateein hai hawaon mei, par nahi hakikat hai
khatre mei sanyam or, is kaum ki izzat hai
Hai jisme tadap baki, Aao Parivartan do
Hai jisme tadap baki, Aao Parivartan do
Aao Parivartan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do
Wo suraj ast hua, Tum suraj nootan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do
Is desh ki matao, Ek naya Sudarshan do
Ek naya Sudarshan do



Credits
Writer(s): Bhavik Jain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link