Zindagi
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Dil ki ab sunna dimag se hai ladna ab
Aayenge gyan batne fokat ke bethe sab
Teri hai koshish upar bethe dekhe rab
Milenga fal tohdi shanti aur sabar rakh
Aayenge sab tere jashan ke moke par
Na dikhe ye tere sangharsh
Ke raste par
Baate karenge teri dubti naiya par
Na dikhe ye tere kafan aur rone par
Kadvi baat karu sachaisi baat yeh
Na fele hath kabhi mushkil ke raste
Aandha vishwas khud ki zalim si baat pe
Karunga sab Sach angar bhare raste...
Meri baat na beta le halki mai
Dimag se haan hu thodasa sanki mai
Zyada hua toh utarunga garmi mai
Shanti se betha yaha Rappers ki gardi mai
Vichar bhot anjam dena bhari hai
Bol bachan dete Jo dikh jaye nari yeh
Kya karu kya nahi bhid se alag jari hai
Ma ka hath sar pe bas itna hi kafi hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Apne aap mai hi han Bas mujhko jeena hai
Sab ko nahi Bas khud ko hi sunna hai
Tufan ko bhi haan Bas mujhe chirna hai
100 baar girke bhi ha mujhe uthna hai sambhal na hai
In chote se kanto se
Ha chubhte inhe meri Kadvi si baato se
Fark nahi padta mujhe unke irado se
Aatmvishwas khud ki Manzil aur bato pe
Nind kam aur likhta hun raton me
Darta nahi mai kisi haalato mai
Sikh ta hu han me duniya ki laton se
Layengi rang mehenat ajod irado se
Haa saval puchta apne aap ko
Zindagi se kya chahiye samaj meri baat ko
Jis mai naa khushi na salaam us kaam ko
Ek hi hai zindagi samaj meri baat ko
Jeele tu jeele kal kisne dekha hai
Aaj ki mahenat mera kal ka savera hai
Tu kya jane ek ek din kaise dekha hai
Aaj nahi paise apan Kal ka swera hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Dil ki ab sunna dimag se hai ladna ab
Aayenge gyan batne fokat ke bethe sab
Teri hai koshish upar bethe dekhe rab
Milenga fal tohdi shanti aur sabar rakh
Aayenge sab tere jashan ke moke par
Na dikhe ye tere sangharsh
Ke raste par
Baate karenge teri dubti naiya par
Na dikhe ye tere kafan aur rone par
Kadvi baat karu sachaisi baat yeh
Na fele hath kabhi mushkil ke raste
Aandha vishwas khud ki zalim si baat pe
Karunga sab Sach angar bhare raste...
Meri baat na beta le halki mai
Dimag se haan hu thodasa sanki mai
Zyada hua toh utarunga garmi mai
Shanti se betha yaha Rappers ki gardi mai
Vichar bhot anjam dena bhari hai
Bol bachan dete Jo dikh jaye nari yeh
Kya karu kya nahi bhid se alag jari hai
Ma ka hath sar pe bas itna hi kafi hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Ek hi hai zindagi jee bhar ke jeena hai
Apne aap mai hi han Bas mujhko jeena hai
Sab ko nahi Bas khud ko hi sunna hai
Tufan ko bhi haan Bas mujhe chirna hai
100 baar girke bhi ha mujhe uthna hai sambhal na hai
In chote se kanto se
Ha chubhte inhe meri Kadvi si baato se
Fark nahi padta mujhe unke irado se
Aatmvishwas khud ki Manzil aur bato pe
Nind kam aur likhta hun raton me
Darta nahi mai kisi haalato mai
Sikh ta hu han me duniya ki laton se
Layengi rang mehenat ajod irado se
Haa saval puchta apne aap ko
Zindagi se kya chahiye samaj meri baat ko
Jis mai naa khushi na salaam us kaam ko
Ek hi hai zindagi samaj meri baat ko
Jeele tu jeele kal kisne dekha hai
Aaj ki mahenat mera kal ka savera hai
Tu kya jane ek ek din kaise dekha hai
Aaj nahi paise apan Kal ka swera hai
Credits
Writer(s): Ajay Sardar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.