Thi Kya Kami
Saare jahaan ko hai pata
Ek tu hi toh mere saath tha
Tere haath main
Mera haath tha
Koi ansuna sa raag tha
Kis raah par hum hai khade
Jaana kahaan
Kahaan chal pade
Iss dard ko tune kyu piya
Un lafzo ko kyu see liya
Phir zamane ko
Yeh kya hua bataa
Ek ajab woh din
Jab aaye na jaaye sadaa
Zehreeli yaadein hai
Tasveerein jaali hai
Na dil na rooh ko
Hai vo sukoon
Kasme bhi jhooti hai
Vaade bhi tode hai
Lagta ab aks mera bewajood
Thi kya kami pyaar main
Itna kar mar ke bhi haare
Jeene ki ab wajah phir
Dhoondu mai
Intehaan pyaar ki
Maine Chhuee
Haan maine chhuee
Kya mila mujhe
Siwa dard thokar ke
Kuch karu na karu
Kis kaam ka hai inteqaam
Ab khuda se mai
Bus maangta hun inteqaal
Behki si aankhein hai
Man mera bhaari hai
Kab tak in ashko main
Dooba rahoon
Sehmi si raate hai
Sapne darate hai
Teri hi aahat ka hai
Yeh kusoor
Thi kya kami pyaar main
Itna kar mar ke bhi haare
Jeene ki ab wajah phir
Dhoondu mai
Ek tu hi toh mere saath tha
Tere haath main
Mera haath tha
Koi ansuna sa raag tha
Kis raah par hum hai khade
Jaana kahaan
Kahaan chal pade
Iss dard ko tune kyu piya
Un lafzo ko kyu see liya
Phir zamane ko
Yeh kya hua bataa
Ek ajab woh din
Jab aaye na jaaye sadaa
Zehreeli yaadein hai
Tasveerein jaali hai
Na dil na rooh ko
Hai vo sukoon
Kasme bhi jhooti hai
Vaade bhi tode hai
Lagta ab aks mera bewajood
Thi kya kami pyaar main
Itna kar mar ke bhi haare
Jeene ki ab wajah phir
Dhoondu mai
Intehaan pyaar ki
Maine Chhuee
Haan maine chhuee
Kya mila mujhe
Siwa dard thokar ke
Kuch karu na karu
Kis kaam ka hai inteqaam
Ab khuda se mai
Bus maangta hun inteqaal
Behki si aankhein hai
Man mera bhaari hai
Kab tak in ashko main
Dooba rahoon
Sehmi si raate hai
Sapne darate hai
Teri hi aahat ka hai
Yeh kusoor
Thi kya kami pyaar main
Itna kar mar ke bhi haare
Jeene ki ab wajah phir
Dhoondu mai
Credits
Writer(s): Mukund Mehta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.