Raam Naam Avalamb

Ram naam avalamb binu
Paramaarath ki aas
Ram naam avalamb binu
Paramaarath ki aas

Barshat baarid boond gahi
Chahat chadhan akaas
O Rama, chahat chadhan akaas

Ram naam avalamb binu
Paramaarath ki aas
Barshat baarid boond gahi
Chahat chadhan akaas
O Rama, chahat chadhan akaas

Tulasidas ji kehte hain
Ki Ram naam ka bhajan kiye bina vyakti
Bhavsagar se nahin tar sakta
Agar vyakti Ram naam ka jaap kiye bina
Moksh pana chahata hai

To wo theek aise hi asafal prayaas kr raha hai
Jaise ek agyani varsha ki bundon ke sahare
Aakash par chadhana chahata hai



Credits
Writer(s): Tulsidas
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link