Teri Yaadein
Yaadein teri sataye roz adhura hu me tere bina
Jaan tu meri karde pura bata de mujhko kaise ab jina
Kya aai aisi majbori
Jo bana gayi apne me doori
Na lage mann kahi bhi
Karta na jane kahi koshish
Na hota kuch sahi bhi
Yaad aati hai teri har pal
Na kiya kisi se izhar kabhi bhi
Bharosa tha tujh pe na socha tha
Ke ayege aise din bhi
Tujhse na koi aitbar hai
Bas ek hi chiz hai pyar hai
Kiya na kabhi izhar me
Bas khud hi khud me ghut ta jara hu har bar me
Girte aasun bayan karte har waqt
Dard bhara sine me kaise nikalu isse ab
Dua karta hu rab se na aaye kisi ka bhi aisa waqt
Teri har baat ko mana me
Har faisle ko sare aam rakha me
Juda jabse ho gayi tu tab se apni pehchan kho diya mene
Tujhse judi hai meri sansein
Ghum sa gaya tu bas hai yaadein
Tujhse judi hai meri sansein
Ghum sa gaya tu bas hai yaadein
Roz teri foto ko dekh ke bhar leta hu mann
Tere messages ko roz padh kar yaad kar leta hu wo daur
Kaise hum mila karte the koi dekh na le dara karte the
Raat raat bhar baat kiya karte ke sath rahege har pal
Na socha tha ke hoge juda par kya pata us waqt ke ayege aisa bhi ek pal
Zakhm jo diya tune tab
Sambhla na jata mujhse ab
Aayi thi aisi meri zindagi tu us waqt na tha mere pas kuch
Bahot kuch karna tha tere liye us waqt par mere halat ne na sath diya kuch
Aaj bahot kuch hai mere pas par kos tha hu kismat ko ke kyu nahi diya muje uss waqt tune sath
Tujhse judi hai meri sansein
Ghum sa gaya tu bas hai yaadein
Tujhse judi hai meri sansein
Ghum sa gaya tu bas hai yaadein
Nasha karne laga soch isse tuje bhula duga par galat tha me kudh hi ko apna dushman bana liya mene
Jeene ki koi wajeh na thi bas ek aas thi ke hoga sab kuch thik par kya faida tujhe to kho diya tha mene
Samaj na aaye kya karu kaise badau apne aap ko par na lage mann kahi
Socha shayad rab ki hogi koi marzi likha ho kuch meri kismat me jo hoga sahi
Aage badne ka raasta mila khud ko sambhala hu
Ab bas yahi rah par jana hai yahi mene ab mana hu

Credits
Writer(s): Sohail Sayyed
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.