Udaan

Khwaab hai badi udaan aasmaan me bharane ka
Latak jhatak ke tut fut bada kaam karane kaa...

Gyaan tera kam mera, kaam se kam rakh tu tera
Bolu baat gyan ki, karu naa baat agyaan ki
Naram libaaz garam mijaaz, bolu bat raj ki
Naa khol pothiya kitaab, beta tere gyaan ki
Khabar udi bajaar me, tu chindi chor badnami ki
Chad raha tha tu upar, uthal puthal le logo ko
Kar raha tha kali bate kali raat, anjaam kale karm ko. Kale karm ko
Yeah...
Chota tha main mota tha, na gyaan tha agyaan tha
Udi patang bhari udaan, din ne socha badhne ka
Ladne ka dushman se, seena thok sidha chalne ka
Sambhalne ka hunar he aya, girke fir sambhalne ka

Khwaab hai badi udaan aasmaan me bharane ka
Latak jhatak ke tut fut bada kaam karane kaa...

Desi ghar videshi baat, samjh samjh ke karne ka
Age kua piche khai, sambhal sambhal ke chalne ka
Dange me na pange me, na kand koi karne ka
Sidhi ungali se nikale, ungali tedhi karane kaa
Socha he badi udaan, vaayuyaan bharane kaa
Karmheen sunle thoda, karmsheel ban ne ka
Raasta galat nahi, naa baat galat karne ka
Dekhata he bhole sbko, us se thoda darne kaa
Chadhne ka unnati ki, sidhiyo ko ese jese
Bhar rahe ho tum udaan aasman ke bich jese
Ese kese haar man loge itanli jaldi
Doodh garam ho chuka hai daal do jaldi haldi

Khwaab hai badi udaan aasmaan me bharane ka
Latak jhatak ke tut fut bada kaam karane kaa...



Credits
Writer(s): Ganesh Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link