Keh Naa Paun (feat. Aayushi Banafar)

Tu aa mila hai jabse
Mausam badla hai tab se
Kyun bhala yeh sooraj na dhale
Ek noor chaa gaya hai
Tu jabse aagaya hai
Kho jaati hu jab tu mera naam le

Ab dheere dheere zindagi lagne lagi nayi
Yeh kya hua hai ab mujhe

Main tujhko chaahu par keh na paau
Tu hai meri aankhon mein be
Meri saari saanson mein
Main tujhko chaahu par keh na paau
Tu meri roshni hai
Sab kuch mera tu hi hai

Teri baaton pe yun
Hasti rehti hu main kyun
Teri bina kyun adhoori hu main
Har pal yeh dil kehta hai
Dil mein tu hi rehta hai
Tera hona ab zaroori kyun hai

Ab dheere dheere zindagi lagne lagi nayi
Yeh kya hua hai ab mujhe

Main tujhko chaahu par keh na paau
Tu hai meri aankhon mein be
Meri saari saanson mein
Main tujhko chaahu par keh na paau
Tu meri roshni hai
Sab kuch mera tu hi hai

Main tujhko chaahu
Par keh na paau



Credits
Writer(s): Aayushi Banafar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link