Sushant

Kal ki hi baat hai, patna se tu aaya tha
Hum sabke dil me, dhoni banke chaya tha
Rishta pavitra tune, humse banaya tha
Naam paisa shohrat, sabkuch hi paaya tha
Tere hi toh gaano pe, hum gungunaate the
Tu jo muskata toh, hum bhi muskuraate the
Aisa kya hai tujhme, kya jadoo tune kar diya
Sushant tune sabko, shant kaise kar diya

Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant kaise kar diya

Mehnat karke tune, aise aise kirdaar kiye
Dil ko chooke tune, humko sapne hazaar diye
Hoonur pe tere toh, hum sabko bharosa tha
Phir bhi har wakt, tune minnatey hazaar kiye
Choti zindagi me tune, itna bada naam kiya
Phir bhi tune kaise apne, fans ko hi follow kiya
Aisa kya hai tujhme, kya jadoo tune kar diya
Sushant tune sabko, shant kaise kar diya

Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant tune kar diya
Aisa kya hai tujhme
Shant kaise kar diya

We will always love you
We will always miss you
You are a beautiful soul
Go shine in heaven too



Credits
Writer(s): Vish Suri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link