Farmahishe
Ek pal ke khwaab the
Neendo se jaag uthe
Raato ko iska kya pata
Meelo tak saath the
Mausam barsaat ke
Aankhon ko iska kya pata
Bistar pe soti hai aahatein
Raato me roti hai ye chahate
Aankho ki khwahishein
Dil ki farmahishein
Kaise ho poori ye bata
Ke naa hi mujhe wo mila
Naa hi mujhe mai mila
Naa hi mujhe jo mila
Wo tha socha mere dil ne hoga
Dil mila mila mujhe dil mila
Hai usi ka to ye sila
Dil ki to sab mushkil hai na
The raaste jo naa dikhe
Thi manzile hawa
Kuch khwaab the jo jaag uthe
Kuch raate thi rawa
Chaadar si lipti hai koshishe
Badal si dikhti hai ye bandishe
Baato ki saazishe
Lafzo ki gardishe
Kaise dil samjhe ye bata
Aankho ki khwahishein
Dil ki farmahishein
Kaise ho poori ye bata
Ke naa hi mujhe wo mila
Naa hi mujhe mai mila
Naa hi mujhe jo mila
Wo tha socha mere dil ne hoga
Dil mila mila mujhe dil mila
Hai usi ka to ye gila
Dil ki to sab mushkil hai na
Neendo se jaag uthe
Raato ko iska kya pata
Meelo tak saath the
Mausam barsaat ke
Aankhon ko iska kya pata
Bistar pe soti hai aahatein
Raato me roti hai ye chahate
Aankho ki khwahishein
Dil ki farmahishein
Kaise ho poori ye bata
Ke naa hi mujhe wo mila
Naa hi mujhe mai mila
Naa hi mujhe jo mila
Wo tha socha mere dil ne hoga
Dil mila mila mujhe dil mila
Hai usi ka to ye sila
Dil ki to sab mushkil hai na
The raaste jo naa dikhe
Thi manzile hawa
Kuch khwaab the jo jaag uthe
Kuch raate thi rawa
Chaadar si lipti hai koshishe
Badal si dikhti hai ye bandishe
Baato ki saazishe
Lafzo ki gardishe
Kaise dil samjhe ye bata
Aankho ki khwahishein
Dil ki farmahishein
Kaise ho poori ye bata
Ke naa hi mujhe wo mila
Naa hi mujhe mai mila
Naa hi mujhe jo mila
Wo tha socha mere dil ne hoga
Dil mila mila mujhe dil mila
Hai usi ka to ye gila
Dil ki to sab mushkil hai na
Credits
Writer(s): Mudit Khanna
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.