Jogi

Main jogi chala hun in anjaani raahon mein
Sapne tatole bahon mein
Waqt ka kya pata nahi humko
Aaj kal pyaar mein dooba yeh zamana hai
Khwaabon mein dekha sitara hai
Chhoone chala hoon ambar ko

Main jogi chala hun in anjaani raahon mein
Sapne tatole bahon mein
Waqt ka kya pata nahi humko

Faila ke in pankhon ko
Rang ke har uss rang ko
Behla ke is dil ko to
Jeetna yeh zamaana hai
Leke nayi umang ko
Har din har ek pal chunoon
Duniya kar dein dang yun
Yeh apna iraada

Main jogi chala hun in anjaani raahon mein
Sapne tatole bahon mein
Waqt ka kya pata nahi humko

Dum dum tana dum dum tana na...

Main jogi bana hoon in chaar diwaaron mein
Khwaab dekhe maine hazaaron hain
Duniya hai meri baahon mein
Aaj to jeetna yeh saara zamana hai
Nafraton ko humko mitana hai
Dhundhne laga hoon main khudko

Faila ke in pankhon ko
Rang ke har uss rang ko
Behla ke is dil ko to
Jeetna yeh zamaana hai
Leke nayi umang ko
Har din har ek pal chunoon
Duniya kar dein dang yun
Yeh apna iraada

Main jogi chala hun in anjaani raahon mein
Sapne tatole bahon mein
Waqt ka kya pata nahi humko
Aaj kal pyaar mein dooba yeh zamana hai
Khwaabon mein dekha sitara hai
Chhoone chala hoon ambar ko



Credits
Writer(s): Prabhav Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link