Baat Alag Hai
Baat alag hai teri baat alag hai
Haa kuch to alag hai par teri baat alag hai
Baat alag hai teri baat alag hai
Haa kuch to alag hai par teri baat
Pahla din bhi mujhko yaad
Jab dekha tha pahli baar
Normal si heartbeat
Nahi hua tha kuch bhi khaas
Dono ke raste the alag
Alag thi manzile
Nahi pata chala ki kab yun
Aa gaye hum itne paas
Na jaane kyun acha lagta tujhse karna baaten
Sazaa hai jeena tere bina yaa fir marna hard hai
Jo koi janta nahi tu mera wo hi raaz hai
Mere flop gaano ke lyrics bhi rahte tujhko yaad hai
Ha likhne baitha socha likhu khubsurat sa pal
Bas tum hi yaad aaye mujhko har waqt har dum
Kabhi na roya tha jo banda sakht banta firta
Udaasi teri karti uski aankhe bhi hai nam
Yun baat baat par jo aankh bhar aati hai
Teri masoomiyat hi bah rahi hai paani me
Jo bhi mai likh raha hun jhoot nai sacchai hai ye
Dimag se nahi seedha dil se aayi hai ye
Baat alag hai teri baat alag hai
Haa kuch to alag hai par teri baat alag hai
Baat alag hai teri baat alag hai
Haa kuch to alag hai par teri baat
Kabhi kabhi to nasamjh si lagti baate teri
Kabhi ho jaati laal gusse jaisi aankhe teri
Chahe ho jaye jitni bhi ladayi teri meri
Sirf tere sath lagti achi raaten andheri
Tujhse baat kiye bina raat katti nahi
Rahta hu jo sad to tu bhi hasti nahi
Tu baat hai har shaam ki tu yaad hai
Rahta hu jo befikar ye teri hi fariyaad hai
Likhu mai nazm me ya rakhu dayri me tujhko
Tu shayri hai khud kya likhu shayri me tujhko
Na dekh le koi
Na cheen le koi
Na koi dekhe tujhe aisi jagah tujhko rakhu
Tu nazro me ho jab to nazro ko bhi dhak ke rakhu
Bikhar hai jaata isliye sambhal ke bhi rakhu
Na cheen le koi tujhe mai mere dil me rakhu

Credits
Writer(s): Pj Music
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.