रोज़गार

Aage dekhe peeche bhaagi
Yeh seedhi saadhi
Nanha muna rahi
Jaise dekh ka sipahi
Pyaar hai yeh chahe
Yaar jeete hai hum ghai mein
Chabuk mere side mein
Narak ki yeh ride mein
Zindagi yeh fight hai
Teri meri life hai

Main haara haara
Tu haari haari
Yeh kya sight hai
Hum toh biathe tight hai
Wrong nahi right hai

Chalo

Hari batti
Chuna bhati
Hari batti
Lal batti
Pakdi
Ladki
Tadpi
Aake mere pe yeh bhadki
Aai ladki haveli pe
Pyaari meethi baatein karti
Sooni sooni hai yeh dharti
Chalte chalte haath kyun pakdi
Yeh toh teri galti
Aankh tune palti
Meri gulami
Kaid kaid
Main tera gulaam
Aam aam aam aadmi
Main tera aam
Sabhr ka phal
Tera aaj aur tera kal

Chidiya yeh pinjare mein kaid
Main junaid
Gudhiya kinare pe
Chalti hawa jana de
Hafte te khaas te yeh
Doori pyaar pass hai yeh
Haar ke main soori
Lakeere teri yeh poori
Meri yeh majboori
Sochna na tha hoga
Zindagi hai khel

Chalo

Udhel ke yeh mel
Sumel soochi
Bemel mil gaye
Samjhana na pade
Shasan hai yeh bhrasht
Ho gaye hai nasht
Pyaar ki kashti mein
Parche ki sawaari
Abh hai meri bari
Tu hai amla naari
Sari sari sa sarri saari sa sari sari
Saki saki sa saki saki sa saki saki
Yeh qat-leaam hai
Yeh mera kaam hai

Kaam 25 hai
Kaam 25 hai
Tere jaise ek
Ab mere 36 hai
Yeh teri saza
Meri wajah se
Teri fanah se
Meri tanhai se
Baatein yeh hoti rehti
Baatein hi baaton mein
Raatein hi raaton mein
Kaatein hi kaaton mein
Nachna seekha hai maine
Aya main leke gehne
Teen din baad tune pehne
Mere hi kehne pe
Paani ke benhen se
Zehno ke milne se
Rehne re rehne de
Rehne re rehne de
Rehne re rehne de



Credits
Writer(s): Siddhant Prakash Pillai
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link