Yeh Duniya Hai Koi Khoye Koi Paye

Ye duniyaa hai, ye duniyaa hai
Koyi khoe, koyi paae
Koyi man ka chain ganvaae
Koyi tarase, koyi tarasaae
Ye duniyaa hai, ye duniyaa hai

Rut ye suhaani hai, bahaki javanee hai
Aaja, agar kuch baath banani hai
Kehtee hai shammaa, aaja, paravaane
Ye ghadiyaan dobaaraa nahin aaengi, deewaane

Koyi khoe, koyi paae
Koyi man ka chain ganvaae
Koyi tarase, koyi tarasaae
Ye duniyaa hai, ye duniyaa hai

Saathee ho koyi to shaam suhaani hai
Saathee ho koyi to shaam suhaani hai
Pyaar nahin to kya zindgaani hai
Pyaar nahin to kya zindgaani hai

Pyaar jagaa le too, haath badha le too
Jis pe hai dil tera, apana bana le too
Paa naa sake to khona padegaa
Duniyaa hansegi, tuje rona padegaa

Uth jaa, uth jaa, aage badh
Vaise to duniyaa mein kaun kisi ka hai
Jo badh ke thaam le dilbar usi ka hai
Aa, aa, aa

Koyi khoe, koyi paae
Koyi man ka chain ganvaae
Koyi tarase, koyi tarasaae
Ye duniyaa hai, ye duniyaa hai



Credits
Writer(s): Ravi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link