Gyaan
Har dinn mushkil par tu toh sher dil
Mat ginn purani cheezein kar tu kuch naya
Mat reh buzdil na karte reh appeal
Mujhse mil kar chill apne darr ko kar kill
Ladkiya leti i-pills kisaan na bhar sake bills
Koi minority ko sahi reethi se na karte deal
Jawaan lete drugs ka pill jeb mei paise inke nil
Kuch kar bhi nahi paatein jabke bhare pade hai skills
Sadak pe hote lafde roz jaani dushman bante dost
Nakli note nakli vote ke kaaran milte hai post
Be-imaani ki kamayi khane ko khulte sabke choch
Sabke soch hochuke bhrast sab honge nast
Jo karte kast unhe mainath ka fal milega
Dusron ki burai karke tujhko kya milega?
Tera kudh ka na shareer tera kudh ka na hai naam
Marte waqt inmei se chote tu kya kya lega haan?
Badh thi gandagi badle na mann abhi
Log na sudhrenge jaankar
Inhe dedo tum kitna bhi gyaan abhi
Rahenge yeh haiwaan magar
Badh thi gandagi badle na mann abhi
Log na sudhrenge jaankar
Inhe dedo tum kitna bhi gyaan abhi
Rahenge yeh haiwaan magar
Bacche bacche dete gaali school karte bunk
Chori wori karke maa baap ko karte tang
Dosti yaari sahi hai par galat hai teri sangathi
Pyaar mei na pad parivaar ke rehna sang abhi
Kyu dil tutne ke baad hai kaat teh hum nass
Kyu apne hi dete humko saanp jaise dass?
Sab bhulkar ekta hone lage alag
Jab sab hai yeh jaante ki woh bhi hai galat
Par abhimaan bhara hai jo ki jaan khara hai
Har insaan yaha dara hai koi na yaha khara hai
Ameer dhoop se bacha hai gareeb bhook se mara hai
Sarkaar aam aadmi se nanga naach karaye
Bharath ka waasi tune kya ithihaas gada hai?
Na kaam ka na kaaj ka toh tu kaha se bada hai?
Aadivasi bhi apne jungle bachane lada hai
Kya kaam ka dharam bata tune kya kya pada hai
Badh thi gandagi badle na mann abhi
Log na sudhrenge jaankar
Inhe dedo tum kitna bhi gyaan abhi
Rahenge yeh haiwaan magar
Badh thi gandagi badle na mann abhi
Log na sudhrenge jaankar
Inhe dedo tum kitna bhi gyaan abhi
Rahenge yeh haiwaan magar
Kyu Hip Hop ko samajh teh charas aur ganja?
Kyu raajneeti mei chor bante hai raja?
Kyu kuch bhi banake log hote hai viral?
Kyu bike udha ke sab ko bann na hai rider?
Kyu marte hai aman aur shaanti failane wale?
Koi karta molest kisi ka mms bawaal hai
Dharam ke naam pe dange hua sabka bura haal hai
Acche dinn kaha hai? sabka bas yeh sawaal hai
Sab aadhe adhure gyaan ke saath hai jee rahe
Be-dimaag be-akal kam-akal hum-shakal
Umar pacchis par baitha hai woh ghar pe
Kaam ka bhoj aur mainath se woh darr ke
Pet bhar khata aur karta barbaad anaaj
Apne samaaj ki aaj chinta karo janaab
Gaali galoch ke saath woh dete tumhe gyaan
Agar bezubaan jaanwaron ko bhi hota zubaan

Credits
Writer(s): Benjamin Yangal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.