Sukoon
Khaata ye kamra mujhe jaise ye koi wormhole
Sar mera aise phate jaise sar pe loan ho
Duniya to chal rahi, mai yaha pe on hold
Sheeshe me aks puche Akshay ki tum kaun ho
Khudko hi pata ni mujhko
Tumko fir kaise samjhaau
Waise to roz chillaata hu khud pe
Par khud ko hi khud se mai kaise bachaau
Mudde mai fir bhi uthaau
Apne to mudde sambhalte ni
Guthhiyaan sabki suljhaau
Log ego me khud se to bakte ni
Bheed ki need hi nahi
Akele mein hi khojata hu
Kabhi do-do din nahi sota
Aur kabhi bass yu hi sojata hu
Thakk chuka hu fake hasi se
Lena nahi dena nahi kisi se
Doston ko bhi kiya call
Wo to saare saale busy the
Meri nahi sunni kisi ko bhi
Sab apni life me khush
Teer jo ghuse dil me
Lage ye puri hi duniya dhanush
Dekha maine kareeb se
Sitam wo ajeebogareeb the
Defame hua mai TV pe
Aaj bhi dil hai rota ye cheekh ke
Camera kaala kyu pata?
Chupata asli wajah
Kaalak dil ki kamm dikhe
Actually yahi chupa raha
Cheyy Mahine likha nahi rap
Logo ne bola mai wack
Logo ne kiya skip
Jaise mai YouTube AD
Khair, Gair bane saare celebrity
Kyuki mili nahi publicity
Ghar pe bulaake jo beer pilaate the
Aaj khatam saari nobility
Jo bhi beeti sab intact
Dil se aare my dear facts
Cam(era) ke peeche kuch asli nahi
Ye to saare bass VFX
Cam(era) ke peeche kuch asli nahi
Ye to saare bass VFX
Haath me uss din blade tha
Fir socha may be another time
Waise ye duniya rangeen
Shayad mai hi yaha pe hu colour blind
Track pe aane kii baatien koi karta
Toh mujhko bass dikhta hai railway track
Chalu waha pe to aati awaazien
Bohat hua tu let le zAck
Aayegi train end the game
Physical pain ya mental pain
Abhi to kisi ne phone nahi karne
Marne pe bhejenge dher sa prem
I try a lot but I can't control my anger
Nikal hi pata nahi yaha se
Jaise ye Bermuda triangle
Problem pata hai par solution nahi milta koi dhangg ka
Bed pe leta hua hu bass upar dikhta mujhko pannkha
Meri maansik aavastha maangti bass ek rassa
I know ye mujhpe nahi jhachta par dusra bhi to nahi dikhta rasta
Ab laana guldasta face pe thoda taras sa
Pehele duniya hi hasti thi aaj yamraaj bhi saamne hasta
Aao mujhe lejaao Mujhe nahi rehena earth pe
Yaha pe kisi ko fark nahi Mujhe jala lena nark me
Hell is hell lot better than this
Ispe mujhe koi shaq nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi ki
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Last verse depressing tha
Par wo worth expressing tha
Inko lage mai likhu fame ke liye
Ye mera zariya refreshing ka
Saari likhaai ek journal
Ye saare matter eternal
Sunne waalo ka shukriya
Tum saare bane mere counsellor
Zamaana bada hai khudgharz
Aur mujhko bhi duniya ki khud gharz
I know ye duniya Kameeni par
Mere bhi duniya pe kuch karz
Mujhko nahi karni bass pic upload
With a caption "oh shit he's gone"
Gratitude se to dikkat nahi
Make sure ye fir na ho
Kyu hai anxiety?
Kyuki wo aayi thi?
Yaa fir padhaai ki?
Or maybe tanhaai kii
Ya hai kamaai ki (bol na)?
Ye ni paidaashi
And I know society
Rehti quiet hi deti ni priority
Ye ni kifaayti ye ni himaayati
Ye to bass tujhe aur rulaayegi
Kyuki tu Abhimanyu
Chakravyu me ye tujhe phasaayegi
Jaal bichaayegi Teer chalaayegi
Sab karegi ye patt dharegi ye
Bass sunnegi nahi teri shikaayat hi
Par ye Mahabharat nahi
Jo Abhimanyu bachega nahi
Ye to bass nazaakat hi
Jispe wo kahega kii
Ummeed pe duniya kaayam
Tu bhi thodi umeed rakh
Apna time aayega
Kar sabr uss tareekh tak
Ye to entirely teri hi psychi
Ke liye likha ye nahi koi gaayeki
Ye tere bhai ki koshish safaai ki
Anxiety ki har ikkai kii
Subha bhi umeed dikhaayegi
Wafa bhi umeed dilaayegi
Dawa bhi umeed khilaayegi
Tera haq bhi wo cheen ke laayegi
I know kehena asaan hai and karna mushkil
Par waqt aane par Bruce Banner ko Hulk banna padhta hai
I know no one just gets what You feel but in subjects par
You can get some experts with whom you can express whatever
You feel bass text kar ya baatien tu direct kar
Thakk gya, ruk, theher, rest kar
Actually neglect kar
Ye pravachan aur lecture
Gyaan to sabhi hain pelte
Ye baatien bass conjecture
Hero bass ye naam ke
Sabhi yaha pe hain actor
Tadka chahiye daal me
Bhaad me gaye sab facts ab
Hats off to you bro
Tu banne chala tha Irrfan
Tu bhul gaya though
Yaha to chalta Salman
Udna tha wo uda chhua usne aasmaan
Ban gaya wo taara kaale aasmaan me ja mila
Jhilmilaya jab mila sitaaro ka kaafila
Par sitaare to toot te wo bhi zameen pe aa gira
Gir raha tha jab tab logo ne maangi dua
Aasmaan to sthirr raha par taara ab tha ni waha
Uski jagah ab suraj mai banunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga kyuki
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Sar mera aise phate jaise sar pe loan ho
Duniya to chal rahi, mai yaha pe on hold
Sheeshe me aks puche Akshay ki tum kaun ho
Khudko hi pata ni mujhko
Tumko fir kaise samjhaau
Waise to roz chillaata hu khud pe
Par khud ko hi khud se mai kaise bachaau
Mudde mai fir bhi uthaau
Apne to mudde sambhalte ni
Guthhiyaan sabki suljhaau
Log ego me khud se to bakte ni
Bheed ki need hi nahi
Akele mein hi khojata hu
Kabhi do-do din nahi sota
Aur kabhi bass yu hi sojata hu
Thakk chuka hu fake hasi se
Lena nahi dena nahi kisi se
Doston ko bhi kiya call
Wo to saare saale busy the
Meri nahi sunni kisi ko bhi
Sab apni life me khush
Teer jo ghuse dil me
Lage ye puri hi duniya dhanush
Dekha maine kareeb se
Sitam wo ajeebogareeb the
Defame hua mai TV pe
Aaj bhi dil hai rota ye cheekh ke
Camera kaala kyu pata?
Chupata asli wajah
Kaalak dil ki kamm dikhe
Actually yahi chupa raha
Cheyy Mahine likha nahi rap
Logo ne bola mai wack
Logo ne kiya skip
Jaise mai YouTube AD
Khair, Gair bane saare celebrity
Kyuki mili nahi publicity
Ghar pe bulaake jo beer pilaate the
Aaj khatam saari nobility
Jo bhi beeti sab intact
Dil se aare my dear facts
Cam(era) ke peeche kuch asli nahi
Ye to saare bass VFX
Cam(era) ke peeche kuch asli nahi
Ye to saare bass VFX
Haath me uss din blade tha
Fir socha may be another time
Waise ye duniya rangeen
Shayad mai hi yaha pe hu colour blind
Track pe aane kii baatien koi karta
Toh mujhko bass dikhta hai railway track
Chalu waha pe to aati awaazien
Bohat hua tu let le zAck
Aayegi train end the game
Physical pain ya mental pain
Abhi to kisi ne phone nahi karne
Marne pe bhejenge dher sa prem
I try a lot but I can't control my anger
Nikal hi pata nahi yaha se
Jaise ye Bermuda triangle
Problem pata hai par solution nahi milta koi dhangg ka
Bed pe leta hua hu bass upar dikhta mujhko pannkha
Meri maansik aavastha maangti bass ek rassa
I know ye mujhpe nahi jhachta par dusra bhi to nahi dikhta rasta
Ab laana guldasta face pe thoda taras sa
Pehele duniya hi hasti thi aaj yamraaj bhi saamne hasta
Aao mujhe lejaao Mujhe nahi rehena earth pe
Yaha pe kisi ko fark nahi Mujhe jala lena nark me
Hell is hell lot better than this
Ispe mujhe koi shaq nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi
Mujhe ye karte judge par jaane kyu inko ata samajh nahi ki
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Last verse depressing tha
Par wo worth expressing tha
Inko lage mai likhu fame ke liye
Ye mera zariya refreshing ka
Saari likhaai ek journal
Ye saare matter eternal
Sunne waalo ka shukriya
Tum saare bane mere counsellor
Zamaana bada hai khudgharz
Aur mujhko bhi duniya ki khud gharz
I know ye duniya Kameeni par
Mere bhi duniya pe kuch karz
Mujhko nahi karni bass pic upload
With a caption "oh shit he's gone"
Gratitude se to dikkat nahi
Make sure ye fir na ho
Kyu hai anxiety?
Kyuki wo aayi thi?
Yaa fir padhaai ki?
Or maybe tanhaai kii
Ya hai kamaai ki (bol na)?
Ye ni paidaashi
And I know society
Rehti quiet hi deti ni priority
Ye ni kifaayti ye ni himaayati
Ye to bass tujhe aur rulaayegi
Kyuki tu Abhimanyu
Chakravyu me ye tujhe phasaayegi
Jaal bichaayegi Teer chalaayegi
Sab karegi ye patt dharegi ye
Bass sunnegi nahi teri shikaayat hi
Par ye Mahabharat nahi
Jo Abhimanyu bachega nahi
Ye to bass nazaakat hi
Jispe wo kahega kii
Ummeed pe duniya kaayam
Tu bhi thodi umeed rakh
Apna time aayega
Kar sabr uss tareekh tak
Ye to entirely teri hi psychi
Ke liye likha ye nahi koi gaayeki
Ye tere bhai ki koshish safaai ki
Anxiety ki har ikkai kii
Subha bhi umeed dikhaayegi
Wafa bhi umeed dilaayegi
Dawa bhi umeed khilaayegi
Tera haq bhi wo cheen ke laayegi
I know kehena asaan hai and karna mushkil
Par waqt aane par Bruce Banner ko Hulk banna padhta hai
I know no one just gets what You feel but in subjects par
You can get some experts with whom you can express whatever
You feel bass text kar ya baatien tu direct kar
Thakk gya, ruk, theher, rest kar
Actually neglect kar
Ye pravachan aur lecture
Gyaan to sabhi hain pelte
Ye baatien bass conjecture
Hero bass ye naam ke
Sabhi yaha pe hain actor
Tadka chahiye daal me
Bhaad me gaye sab facts ab
Hats off to you bro
Tu banne chala tha Irrfan
Tu bhul gaya though
Yaha to chalta Salman
Udna tha wo uda chhua usne aasmaan
Ban gaya wo taara kaale aasmaan me ja mila
Jhilmilaya jab mila sitaaro ka kaafila
Par sitaare to toot te wo bhi zameen pe aa gira
Gir raha tha jab tab logo ne maangi dua
Aasmaan to sthirr raha par taara ab tha ni waha
Uski jagah ab suraj mai banunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga
Akela ugunga dhalunga par chamak humesha mai rakhunga kyuki
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Mujhe ni banna khaas
Mujhe sukoon ki talaash
Credits
Writer(s): Akshay Zack
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.