Sham Ki Kahani

Tha mey mastikhor, jab tha mey Tha mey mastikhor, jab tha mey gyaarah saal ka
Mey teachero ko pareshan karke hamesha abb class ke bahar tha
Hua hip hop se vaasta jab tha mey Terah saal ka
Tha woh bhalta ladka, bas karta apna manka
Na khota mey toh bajta qki sunta mey toh busta
Nusta faltugiri Karun aala itka faar
Na gheto mi tar vishraam
Pandra saal ke umar mey likha pehla baar
Sochke jo bhi ho rha tha aas paas
Play kia maine beat aur bajne dia din raat
Chapter pe chapter abb niklega yeh syllabus
Satrah saal tha dimag se paidal jab Kia maine sab paar trust
Repping middle class jab tha mey unnees saal
Karne laga qatal-e-aam abb beat ka mey ram
Ram satya hai, jo bhi saale baakte hai
Ikkees saal ke umar chalu kia nine to five fir uske baad hua
Fire in the booth jaise Charlie sloth
Chaubees saal abb aya aise mod aya siddha hyderabad
Repping nawab gang(Nawab gang)

Haar shaam ki kahani abb sun sun
Yeh sham hai mastaani abb jhum
Kitna madhur hai yeh dhun
Isme hoja mey beta ghum, ghum
Aye
Haar shaam ki kahani abb sun sun
Yeh sham hai mastaani abb jhum
Kitna madhur hai yeh dhun
Isme hoja mey beta ghum, ghum
Aye

Jab main gyaarah bach tha
Mera nanne munne sapne tha
Movies dheke inspire hua hero mujhe banatha
Padiye meh thod week kyu ki art mera pyar tha
School jath late kyu ki cool mera dreams tha
Chore karke iron rods scrap ko main bej tha tha
Dhas rupe leke pura gang ko khilatha tha
Chor police khel me sala main chuta daudh tha
Pakdna mujhe mushkil koie kyu ki Uncha mera hide out tha
Appa amma busy tha bro ghar ko samlne me
Ghalat karne time pe rook ne keliye koie nahi hain
Gundagiri karthe nikla fourth phase gullyome
Sanki meri phirgaya tho Pachagad seedha moh bey
Haar Mera guru aur Vohi Mera ghuroor
Hyderabad na Ooru Hip hop Mera Suroor
Theen rupe cycle, Paanch rupe panipuri
Ye tha Mera story, Har sham Ke kahani

Haar shaam ki kahani abb sun sun
Yeh sham hai mastaani abb jhum
Kitna madhur hai yeh dhun
Isme hoja mey beta ghum, ghum
Aye
Haar shaam ki kahani abb sun sun
Yeh sham hai mastaani abb jhum
Kitna madhur hai yeh dhun
Isme hoja mey beta ghum, ghum
Aye



Credits
Writer(s): Selvin Francis
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link