Tera Mera
Tujhse mila hun to lagta hai aisa
Mil sa gaya hai koi raasta sa
Manzil lagne lagi hai paas ab to
Tera hi ho jaaun ye bata
Tere karib jab main aata hun
Teri saanson mein gum ho jata hun
Teri aankhon mein hain aisa nasha
Teri baanhon mein reh lun sada
Tera mera
Tu hone de
Na khone de
Bas hone de
Tera mera
Un raaton ka
Jo lamhaa tha
Na khone de
Teri meri saari baatein
Teri meri mulakaatein
Ho na jaaye kahin gum ye
Pyaari si wo saari yaadein
Tujhko dekha to kuch hone laga hai
Teri baahon me dil ye khone laga hai
Hua nahi tha wo jo mujhko kabhi bhi
Ab to wo mujhko bhi hone laga hai
Tere karib jab main aata hun
Teri saanson me gum ho jata hun
Teri aankhon me hain aisa nasha
Teri baanhon me reh lun sada
Tera mera
Tu hone de
Na khone de
Bas hone de
Tera mera
Un raaton ka
Jo lamhaa tha
Na khone de
Mil sa gaya hai koi raasta sa
Manzil lagne lagi hai paas ab to
Tera hi ho jaaun ye bata
Tere karib jab main aata hun
Teri saanson mein gum ho jata hun
Teri aankhon mein hain aisa nasha
Teri baanhon mein reh lun sada
Tera mera
Tu hone de
Na khone de
Bas hone de
Tera mera
Un raaton ka
Jo lamhaa tha
Na khone de
Teri meri saari baatein
Teri meri mulakaatein
Ho na jaaye kahin gum ye
Pyaari si wo saari yaadein
Tujhko dekha to kuch hone laga hai
Teri baahon me dil ye khone laga hai
Hua nahi tha wo jo mujhko kabhi bhi
Ab to wo mujhko bhi hone laga hai
Tere karib jab main aata hun
Teri saanson me gum ho jata hun
Teri aankhon me hain aisa nasha
Teri baanhon me reh lun sada
Tera mera
Tu hone de
Na khone de
Bas hone de
Tera mera
Un raaton ka
Jo lamhaa tha
Na khone de
Credits
Writer(s): Aakash Yadav, Piyush Thakur
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.