Soch Ra

Sochra Sochra
Sochra
Yeh chaar din ki Zindagi hai dum kyu iska ghhot ra
Sochra Sochra
Sochra, yeh chaar din ki Zindagi hai dum kyu iska ghhot ra

Sochra itna tu kyu hai sochra
Chaar din ki zindgi hai dum kyu iska ghhotra
Soch ki iss soch ko tu chod de
Thhan liya jo bhi tuney lakhsh ko bhhed de
Jitega ya harega baad ki ye baat hai
Zindagi ko tu bata teri bhi aukat hai
Jo bhi bole tujhko yeh tu kuch na kar saka
De de uske kaan pe kar de usko bhehra
Sochra Sochra
Sochra yeh chaar ki Zindagi hai dum kyu iska ghhotra

Yeh Jindagi hai teri kyu isko baatra hai
Aasu ye teri aakhon ke kyu isko chhatra hai
Zakhm yeh tere jitne bharega inko tu hi
Jo hua tera nahi usko kyu dabochra hai
Gaya hai jo bhi uske peeche kyu bhaagra hai
Phukat mein bheje ki yeh nass ko kyu phaadra hai
Jo aaj tera tha woh kal kisi aur ka hai
Tu aage badta ja peeche kyu hai dekhraa
Sochra Sochra
Sochra
Yeh chaar din ki zindgi hai,
Dum kyu iska ghhotra

Soch me na dub pyaare ginta rahega din me tare
Chhin lenge vajud saare jeet ke bhi khud se haare
Khouff ke ye kache dage darr ke aage kyu na bhage
Zindagi ki daud me tu reh jayega peeche pyaare

Sochra itna tu kyu hai sochra
Chaar din ki zindgi hai dum kyu iska ghhotra
Soch ki iss soch ko tu chod de
Thhan liya jo bhi tuney lakshya ko bhhed de
Jitega ya harega baad ki ye baat hai
Zindagi ko tu bata, teri bhi aukat hai
Jo bhi bole tujhko yeh tu kuch na kar saka
De de uske kaan pe kar de usko bhehra
Sochra Sochra
Sochra yeh chaar ki Zindagi hai dum kyu iska ghhotra

Yeh Jindagi hai teri kyu isko baatntra hai
Aasu ye teri aakhon ke kyu isko chhatra hai
Zakhm yeh tere jitne bharega inko tu hi
Jo hua tera nahi usko kyu dabochra hai
Gaya hai jo bhi uske peeche kyu bhaagra hai
Phukat mein bheje ki yeh nass ko kyu phaadra hai
Jo aaj tera tha woh kal kisi aur ka hai
Tu aage badta ja peeche kyu hai dekhraa

Sochra itna tu kyu hai sochra
Chaar din ki zindgi hai dum kyu iska ghhotra
Soch ki iss soch ko tu chod de
Thhan liya jo bhi tuney lakhsh ko bhhed de
Jitega ya harega baad ki ye baat hai
Zindagi ko tu bata teri bhi aukat hai
Jo bhi bole tujhko yeh tu kuch na kar saka
De de uske kaan pe kar de usko bhehra
Sochra Sochra
Sochra
Yeh chaar ki Zindagi hai dum kyu iska ghhotra



Credits
Writer(s): Sujit Dalvi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link