Rehna Tum
Rehna tum aankhon me bharke, duniya wo apni pyari si
Aayega fir wo manzar bhi, khilegi fir se wo yaari bhi
Taaqat ye teri hae, har mushkil pe bhaari, Maasoomiyat pe teri ye saari duniya waari
Tu khele to, gaaye duniya, tu gaaye toh, ye jee le
Tu muskaaye, toh ho jaye, dhalti shaamo me bhi ujaale
Rakhna tum, mann me ye hauslaa, aur dil me ye sachchaaii bhi
Nahi hae khush, wo bhi tere bandhan se, jisne khud ye duniya banaayi thi
Par usko bhi karna hae, ye kaam zaruri, pehle jaese karna hae duniya ye saari
Jaanwar aur panchchi sare, fir jhoomenge dharti par
Waadiyaan wo pehle jaesi, hongi haseen, tere liye hi
Ghadi me papa ki, sab waqt tera hae, Maa ka aanchal tere liye, ek pehra hae

Tere hi liye toh waqt thehra hae
Rehna tum aankhon me bharke, duniya wo, apni pyari si

Teri yaari bhi, Pyari si yaari bhi, Yaaron ki yaari bhi

Credits
Writer(s): Ritvik Jaiswal
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.