Dil Ki Sun

Zindagi ek khel hain
Kyu hum yaha fas gaye
Aarzoo meri bohot hai
Par yaha bhaag dod hai

Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa
Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa

Kaisi ye andheri raat hai
Kyu hum yaha kho gaye
Man mera akela hokar
Kyu idhar wo ro diye

Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa
Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa

Ye kaisa safar hain
Yaha kuch na khabar hai
Sapne ye adhoore
Honge ab ye poore

Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa
Ab tu dil ki sun
Aur aage beh jaa



Credits
Writer(s): Aditya Gupta, Shyama Agrawal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link