Zara - Reprise

Tu mera jab se hua badli hai meri adatein
Ishq mein tere doobi hain yeh jaise meri chahatein

Yeh bata tune kya kiya... Zara Zara Zara Zara
Kho gaya hun tum main yun... Zara Zara Zara Zara

Aankhon mein tere dekhun khud ko yun har dafa
Yaad bhi na aa sake aisa ho faasla

Tu hai zazuri meri beqarari
Hun adhoora tere bina
Jo bhi mila hai tu ne diya hai
Mujhe kabhi pooche bina

Tu mera jab se hua badli hai meri adatein
Ishq mein tere doobi hain yeh jaise meri chahatein

Yeh bata tune kya kiya... Zara Zara Zara Zara
Kho diya hai khud ko yun... Zara Zara Zara Zara



Credits
Writer(s): Aiyaz Mohammad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link