Umeed

Umeed hai
Sapne jo dekha tu
Ghar pe anokha tu
Teri kadar na par mann me fir bola tu
Karke dikhadunga mauka do
Umeed hai
Ghar pe akela tu shayad tu khoya maa baap
Na jane sambhalta tu kaise mai daat du.
Fir bhi tu jeera umeed
Habeeb pe
Karra tu pyaar hai chahta rishta
Karni hai shaadi par paalne se khauf hai
Hona hai settle fir biwi ke khwaab
Umeed hai
Shayad haiwan wo tere pe khara rehem na
Mauke talashke banra wo paapi
Saare shaitano mein bilkul zehen na
Umeed hai
Karega rehem sa
Dil tera saaf toh tu banaga shehenshaah
Ghar pe maa behen hai fir bhi tu faile
Tu theek na
Umeed hai
Kare insaaf sa
Allah Rahim ay maula
Kare insaaf sa
Allah rahim rahim ay maula

Umeedo pe khada
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai
Thodi ye saza par
Himat na haruga
Umeedin sada
Umeedo pe khada papa bhi upar chuke jaa
Mai khudse hu lada
Umeedein meri ya bala
Lagta tha jeena aasan hai
Bharosa chuka ho jeena aasan hai
Thode shikari thode shikar
Lagakar baithe ye umeedein hazar hai
Umeedo pe khada
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai

Umeed hai
Bheed hai
Yehi aabadi mein milege heerein
Beej hai chadja tu ped pe
Tarraki hogi dheere dheere
Scene hai screen hai
Nibhare role hai kalakaar
Kal ki har baato ko du mai aakar
Zubaan hatoda kheel he kheel hai
Lakeer hai umeedein lagi padi karne wo paar ki
Khud he mein pali badi aatma jaanti
Baatein na shaan ki
Fakeer hai
Jeera sheher machino ke bich
Par dil mera kudrati lage fakeer hai
Din mere prabhavi,sota kuch sikhke
Naseeb hai
Janma ameer ya janma gareeb hai
Janma fakeer ya banega pir ye
Seekhega scene par bhulega screen pe
Umeed hai
Jaata uss par koi rehta lakeer mein
Laate kuch swaad rehjaate kuch feeke
Fir bhi ye zindagi theek hai

Umeed hai
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai
Thodi ye saza par
Himat na haruga
Umeedin sada
Umeedo pe khada papa bhi upar chuke jaa
Mai khudse hu lada
Umeedein meri ya bala
Lagta tha jeena aasan hai
Bharosa chuka ho jeena aasan hai
Thode shikari aur thode shikar
Lagakar baithe ye umeedein hazar hai
Umeedo pe khada
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai

Umeed
Scene
Hero tu screen pe agar shaheed bheed
Puchege tujko hoga fakar toh fakar ko chodh
Hai koi darr befikar tu bhlind chal
Tujhe fikar toh number laga
Number ko dial kar
Number se hide mat
Hoja tu life kal khatam hai side kar
Jhagdo ko right kar apno se fight
Karke tu kamre me rota hai hide kar
Feeling wo vibe sab hoga tu ripe ab
Jeele tu jeele judai kal
Umeed hai
Mummy milegi jab papa se,peace hai
Fir meri baari pariwar complete hai
Fir meri baari
Umeed hai
Safar anokha niptake tu lautade ghar
Ae maula wo asli ghar
Karmo se milta hai asli fal
Kal umeed thi
Kal umeed hai
Umeedo se bana hai dharti pe
Ghar
Umeedo se

Umeed hai
Sapne jo dekha tu
Ghar pe anokha tu
Teri kadar na par mann me fir bola tu
Karke dikhadunga mauka do
Umeed hai
Ghar pe akela tu shayad tu khoya maa baap
Na jane sambhalta tu kaise mai daat du.
Fir bhi tu jeera umeed
Habeeb pe
Karra tu pyaar hai chahta rishta
Karni hai shaadi par paalne se khauf hai
Hona hai settle fir biwi ke khwaab
Umeed hai
Shayad haiwan wo tere pe khara rehem na
Mauke talshke banra wo paapi
Saare shaitano mein bilkul zehen na
Umeed hai
Karega rehem sa
Dil tera saaf toh tu banaga shehenshaah
Ghar pe maa behen hai fir bhi tu faile
Tu theek na
Umeed hai
Kare insaaf sa
Allah Rahim ay maula
Kare insaaf sa
Allah rahim rahim ay maula

Umeedo pe khada
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai
Thodi ye saza par
Himat na haruga
Umeedin sada
Umeedo pe khada papa bhi upar chuke jaa
Mai khudse hu lada
Umeedein meri ya bala
Lagta tha jeena aasan hai
Bharosa chuka ho jeena aasan hai
Thode shikari aur thode shikar
Lagakar baithe ye umeedein hazar hai
Umeedo pe khada
Umeedo se lada
Umeedein meri ye bala hai



Credits
Writer(s): Aniesh Rana
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link