Is Kadar

Is kadar chahte hai tujhe ab bata kya karein
Is kadar maangte hai tujhe ab bata kya karein

hmm

Is kadar mujhme hai tu rawa ab bata kya karein
Is kadar meri rooh mein basa hai bata kya karein

hmm

Har saans mein tu basa hai mere
Har khwaab mein tu jahan hai mere
Ki ab bas teri hai kami
Tu hi hai meri zindagi

Is kadar gum teri raahon mein bata kya karein
Itni duur ab hai hum aa chukein ke bata kya karein

karenge yahi
hum ayenge
sahenge sabhi
tujhe payenge



Credits
Writer(s): Gaurav Sarda
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link