Khauf

Likhe ni sach saare
Chodhe kaagaz khaali bhi
Baatein jo likhi
Lagta hai likhi Ghalib ki
Tareekhen de ke chodhun
Aisi mili taleem ni
Zubaan immature
Ab bhi teri baalik ni

Khauf ka tujhe pata nahi koi hai ilm
Life mazaak meri lagti kyun film?
Jine vi vairi mere yara I kill 'em
Hero ve dead tere main ta kalla villan
Main ta kalla villan
Ethe kalla khaali villan
Main ta kalla villan

Here we go, Here we go Heavy flow...

Kamra ye 4 by 4 diwaare ek nai
Kamre ke bahar baithi maut mujhko dekhti
Mujhe na dikhe koi
Par lage soone sabh
Sunke khamosh, phir bhi kyun machi khap?

Samay ki pehredaari se pair kamzor mere
Tanha baitha tha maut daurti hui ore mere
Chalti woh aati, mujhe woh dikhati, mujhe woh sunati
Jo main gaane likhta maut hi likhvati, phir
Kaisa yeh darr, kaisa yeh khauf
Ladke chadh gaye hill top pe
Wahan pe parcha pop
Junglon mein baithe gum ab
Sheheron mein jake toda tune gumbad
Bajti hai beat mere yaar ki tu sun ab!



Credits
Writer(s): Abhinav Arora, Aman Bhatia, Himanshu Tamar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link