Danav

Danav hai har jagah
Danav hai har jagah
Danav hai har jagah
Me uthti har roz Kiseeko kya padi
Kyu jiun me? Jo Lagta na sahi
Aatma kahi to jati hogi
Ankh khol meri to hai khuli

Mujhko sab hai dikhta sab hai bikta
Bhavnaen mar chuki
Na manovikar hai ye
Bas me SUNN padi
Sun! Sunai dengi cheekhen
Ghut ghut ke mar rahi
Hai prakriti hai prakriti
Dikhte katte murge, rape kutton ka
Bheek nashon ki, prem jismo ka
Rajneeti desh bik chuka
Ijjat murdon ki, katal apno ka

Lalach me dooba
Ha Hai tu Shaitan
Lalch me dooben
Ab Aise jie kon?

Par daanav hai har jaga
Danav hai har jaga
Me kahi bhi bhaag lu
Danav hai har jaga
Danav hai har jaga
Danav hai har jaga
Tu me khali kamre me
Taandav hai har jaga

Pehente angoothiyan par
Andar ke daanav ka kya?
Jab Mara tha andar ka maanav
Vo Tujhe bulata tha kya?
Or jab Bechi rooh tune
Kya tab bhi pata na chala?
Chod chuka hai kab ka rab hume
Tu kise bulata firra?

Kaisi lagi insaaniyat? Hahaha
Vese bhi Niji na raha tha kuch, haslo humko kya?
Zyada paisa, zyada ghuroor
Zyada nasha, zyada suroor
Hum vaise bhi fase hein teri is maya me maya me
Teri hi kaya me
Kaya mein?
Fir me sochu insaan to peda ni hota is saye me
Me hu bairagi or mere jaise honge or bhi layak
Main Kabhi na bechu imaan
Kabhi na bechu zubaan
Sach hai! Sab hairan
Rab hai rakha ae mujhe
Bacha le
Bacha le bacha le bacha le

(Insaaniyat)Aaaa! Aaa tu mere pas aa!

Par daanav hai har jaga
Danav hai har jaga
Me kahi bhi bhaag lu
Danav hai har jaga
Daanav hai har jaga
Danav hai har jaga
Tu me khali kamre me
Tandav hai har jaga
Tandav hai har jaga
Tandav hai har jaga
Taandav hai har jaga
Taandav hai har jaga
Daanav hai har jaga
Danav hai har jaga
Tu me khali kamre me
Tandav hai har jaga



Credits
Writer(s): Agrita Dhawan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link