Ladkhadaate Hai Hum

Ladkhadaate hai hum
Thaam lete hai aake wo
Kho jaaye raahein to
Raahein roshan karte wo
Kabhi muskuraate hai wo
Kabhi gussa karte hai wo
Hume hai yakeen humse pyaar karte hai wo

Diye ki jyoti
Seep mein moti
Ye duniya itni haseen na hoti
Hum mein bhi saleeka na hota
Jeene ka tareeka na hota

Oh teacher tumse hi paaya hai sabhi
Ke bhulenge na tumko hum kabhi

Chhote chhote haath
Chhote se paav the
Nanhi si aankhon ne
Jab dekha tha tumhe
Na tha maloom ki tumhi to
Doge pehchaan hum sabhi ko
Isliye shukriya dilse tumko

Diye ki jyoti
Seep mein moti
Ye duniya itni haseen na hoti
Hum mein bhi saleeka na hota
Jeene ka tareeka na hota

Oh teacher tumse hi paaya hai sabhi
Ke bhulenge na tumko hum kabhi

Ladkhadaate hai hum
Thaam lete hai aake wo
Kho jaaye raahein to
Raahein roshan karte wo
Chhote chhote haath
Chhote se paav the
Nanhi si aankhon ne
Jab dekha tha tumhe

Oh teacher tumse hi paaya hai sabhi
Ke bhulenge na tumko hum kabhi



Credits
Writer(s): Neema Oza
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link