Bagawat
Bagawat, karta hai Dil
Khilafat, karta hai Dil
Meditation karo, Saans gehri, Tum andar Lo
Meditation karo, Saans gehri, Tum andar Lo
Confuse, Ho gaya hai dil
Jaane karna chaahe kya ye haasil
Bhed chaal, mein sab ha shaamil
Jo bhi ulta bole aaj, wo hai kaafir
Bagawat, Kare Ye Dil
Khilafat, Kare Ye Dil
Tod ke, udd jaaun, naam ka ye pinjara
Ghar naya, dhoondhta, benam ye baashinda
Andar baahar dekha, saare jagah shor hai
Raat hi raat yahan,chip gaya ye bhor hai
Dooje ko kya bolun, jab apne andar chor hai
Ego aur self ka saaya,ghanghor hai
Bagawat, Kare Ye Dil
Khilafat, Kare Ye Dil
Kyon bin soche samjhe,chalte, Yun jaate hain
Bheed mein bhed banke,ghum kyon ho jaate hain
Tod ke, udd jaaun, naam ka ye pinjara
Ghar naya, dhoondhta, benam ye baashinda
Kyon bin soche samjhe, chalte, Yun jaate hain
Bheed mein bhed banke, ghum kyon ho jaate hain
Mann ke jungle mein bhatke, jaana kis or hai
Map hai confusing aur gps kamjor hai
Zindagi hai thehri, par bhaagne ki hod hai
Manzil pe aake saala, dil ye maange more hai
Bagawat, Kare Ye Dil
Khilafat, Kare Ye Dil
Andar baahar dekha, saare jagah shor hai
Raat hi raat yahan, chip gaya ye bhor hai
Dooje ko kya bolun, jab apne andar chor hai
Ego aur self ka saaya, ghanghor hai

Credits
Writer(s): Jatin Raj
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.