Ye Hai Maiya Ka Darbaar
Raja ho ya rank yaha pe sabko milta pyaar

Ye hai maiya ka darbaar sherawali ka darbaar

Yaha na koi chota bada hai sabka ek adhikar

Ye hai meri maiya ki chaukhat jhyot nurani jalti hai
Iske ek ishare pe he saari duniya chalti hai

Suraj chand sitare karte is dar ka shringaar

Ant nahi leela anant hai mahima badi suhani hai
Kahi jhyot kahi pindi nroop me baithi maat bhavani hai

Yaha pe bin mange milta hai kheta sab sansaar

Maa ke bhavan pe laal pataka lehar lehar lehrati hai
Hoke bedharak dono hath se maa khushiya barsati hai

Bhigolo tan man baras rahi hai mamta ki bauchar

Credits
Writer(s): Pappu Bedharak
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.